CHAPTER 14

2K 103 11
                                    

        The man enters the house and holds Naira to check if she is fine. "Chachu I'm completely ok. How come you are here?"

         "We came here to teach you to eat but looks like we need to teach someone else."

           "We? As in all four of you?" To which Naira recieves a nod.

            "Aap log apni beti se aisi baath karenge? Aur aap toh uss pe haath uta liya?" Akilesh questions.

           "Aap kaun hote hain humare ghar ki mamley main baath karne ki? Naira ne chachu bola toh aap uss ki chachu nahi hai. Hum hain uss ki ghar wale aur hum dekhlenge." Bua dadi answers and shows her hand for him to leave.

          Akilesh stands there not understanding what to say and do when Naira speaks up.

           "Maine kal hi kaha tha meri family ke bare main kych math kahiye. Yeh mere Chachu hain, aur aap se zyaada I'm sure he knows me."

           By this time the others had entered the house and had heard Naira alone.

           "Naira! Jo bhi hai bade hain tumse. Maafi mang." "Ok papa. Sorry bua dadi."

           "That's it. Now you will scold our daughter? Who do you think you are? She is my daughter and always will be. Naira tumare sirf ek papa hai main. Samji?" Naitik shouts.

           "Bass. Naitik keep calm. Naira saaf saaf batao kya chal raha hai? Karthik says you aren't dating? Kiska bacha hai yeh? Ho kya raha hai?" Akshara silences everyone.

          "Maa main pehle se kahungi. Jab yahan wapas ayi mujhe aap sab se kuch bhi rishta nahi chayitga. I didn't want you people to know about my life. And then I was scared I'll loose all of you if I tell you. Main aaur Karthik ek dusre se pyaar karten hain. We have also been married for 2 years now. I'm sorry maine aap sab se yeh nahi bataya." Naira breaks down into tears and looks at Naitik.

          "Waah! Aur ham iss kahani pe vishwas karen? Hum kaise vishwass karen ki yeh sab paison ke liye drama nahi hai?" Bua dadi questions.

          "Hum drama kyun karenge? Main sirf aap sab se sach kehene se dar rahi thi. I didn't want to loose all of you again. Mumma papa please believe me." Naira pleads.

           "Maine kudh suna iss Shubam  ne kaha job jaldi dilane ki, iska paisa nahi tha. Aur yeh Keerti ne job ke liye join kiya hai. Yeh sab se toh saaf pata chal tha hai ki tumhe paise chaiye."

          "Aap ko pata bhi hai hum kaun hai? Humare bache ko paison ki koi kami nahi hai. Shubam job isliye jaldi dond raha tha thaki woh uska clinic start kar sake. Keerti iss liye kaam karthi kyun usse acha lag tha hai. Humme aapki daulat se kuch nahi chaiye." Manish says.

         "We are extremely sorry. I can understand how it will be to realise that your daughter has married without your knowledge but I can only tell this now, Karthik loves Naira a lot he will keep her very happy." Suwarna speaks up.

         Naitik who is still is shock walks away from there and Akshara walks behind him. One by one all of them leave from the hall. Naira is broken and has no idea what to do.

         "I feel Mamu will make me feel like an oldie. Yaar Naira, I'm too young to be called mamu. What will I do now?" Naksh complains.

         This makes Naira laugh and she gives her brother a toothy grin. "You already are old"
          

Kaira - Family Reunited (ON HOLD)Where stories live. Discover now