Shubman went back to punjab !
He called Sahneel in his room !
Sahneel - bol kya hain!
Shubman - Are baith na tujhe ek bat batani hain!
Sahneel - dekh jaldi jaldi bol ! Mujhe kam h!
Shubman - tu meri bari behen haina? Tu to meri didi hain ! (Shubman said smiling nervously)
Sahneel - oye khote! Kya lafda hain bol !
Shubman - Boh mujhse ek galti hogyi hain!
Sahneel - kaisi galti?
Shubman - Nahi galti nahi , I can't call my blood as a galti !
Shahneel - kya shubman theek se bol , kya blood , kya ? You are scaring me now!
Shubman - hufff! My Sara is preagnant!
Sahneel was shocked!
Sahneel - She is preagnant by you?
Shubman - Aur nahi to kya! Mere wagera koi usko chune ka soche bhi to usko phadke na rakhdu main!
Sahneel smaked his head !
Sahneel - ab papa aur sara ke papa tujhe phadke rakh denge ! But bhai I am so happy yayyy! Matlab kaiseee broooo!!!!!
Shubman - kya yaar kaise matlb ! Jaise hota hain wese hi ! ( He said blushing and scratching the back of his neck )
Sahneel - Ohho gal to dekho ek tum tamatar!
Shubman's parents entered his room!
Shubman's Father - Aisa kya hogya ki ye bandar sharma raha hain? Ab kya karke aya?
Sahneel - Papa isbar jo karke aya hain na boh sunke apke chakke udd jayenge!
Shubman's Mother - tu chup reh ! Haan shubi bol , tune bulaya tujhe kuch batana tha !
Shubman - Haan boh ek gaal c ga ! Jo main dasna chauna !
Shubman's Father - tah pherr daaso vi ki gal a !
Shubman - Boh actually main , boh kya maine boh
Shubman's mother - Boh kya main main kar raha bol kya bat hain !
Shubman's Father - Bahar utni garmi bhi nahi , or Ac bhi pura full speed hain , to tu itna passena passena kwu horaha h !
Shubman - kwuki main preagnant hu ! ( He said in one go )
Shubman's Mother widened his eyes !
Sahneel puts her hand on his forhead saying " kya hoga iss ladke ka !"Shubman - are na Boh Sara preagnant hain !
Shubman's mother went near him and wispered near his ears! "Ye sab kya bate kar raha shubi ! Prank hain? Papa ke samne koi aise bate krta , Sharam ni ati kya tujhe !"
Shubman - nahi mummy main koi mazak ni kar riha ! Ahi sach si !!
Shubman father was standing there emotional less!
Shubman - Papa ye bass hogya! Mera iske piche usko fasane ka koi irada nahi tha! Main sacchi main usse bohot pyar karta hu , I know main abhi khud bohot chota hu par , main zimmedari lunga Sara ka ! Papa mujhe chaiye to bass apka Sath hain !
Shubman's Father - Sachin Sir ko pata hain ?
Shubman - Nahi ! Isiliye ajj rat ko hi mumbai wapas ja raha hu , or wahipe unko batawunga ! Papa app naraz hain kya?
Shubman's Father- dekh Shubman main kabhi tere or Sara ke pyar ke khilaf nahi tha ! Par ye bohot jaldi hogya jo bhi huwa par ab tu usse nahi chod sakta !aur kya mera vansh araha main kwu naraz howu , bass apna carrer ka khyal rakhna!
YOU ARE READING
Shubsara One Shots
FanfictionHello ! It's a one shot book of Shubsara (Shubman Gill and Sara Tendulkar) It will be containing Some mature contents ;) Disclaimer- it's a fanfiction tottaly based on my imaginations nothing related to the real life