Part 01

6.2K 160 9
                                    

Meerab sitting with her friends at the university.

Kinza:Dekhte dekhte humari LLB ki din bhi khatam ho rahe hai guys.
Ruhail:True.Par Meerab tum LLB ke baad practice karoge na?
Meerab:Khwaish to mera aisa hi hai par pata nahi yaar.Mere ghar ki mindset to jante hi ho.Yeh to Abbu the jinke wajah se mein wakalat pad pa rahi hu.Mujhe pata meri har faisle pe woh mera sath denge.
Ruhail:To fiqr kis baat ki uncle ki sath se ekdin lawyer bhi ban jaoge.
Meerab:Har bar mere liye Abbu ka ladna Mujhe pasand nahi yaar.
Kinza:(thinking about something) Tumne kabhi is bade mein socha hai Meerab?
Meerab:Kis bade mein?
Kinza:After your wedding tum aapna khawab pura kar paoge? Agar woh tumhara sath na de to?
Meerab:Agar Mujhe koi aisa mil jai jo mera khawab ko bhi aapna bana le to?Mujhe koi aisa bhi mil sakta hai jo Bilkul mere Abbu jaisa hai.
Ruhail:Aisa hi hoga.Don't worry.
Kinza:Mein bhi dua karti hu aisa hi ho.
Ruhail:Ek baat to batau?
Meerab:Bolo.
Ruhail:Tumhari baki cousin bhi to pad rahi hai tab to tumhari taijaan ko koi problem nahi ho rahi.Sirf tumhari time itne inkaar kyun?
Meerab:Kyun ki unki padai Aur mere padai mein fark hai.
Kinza:Jaise?
Meerab:Mein padti hu aapne liye.Mujhe apni zindegi mein kuch banna hai kuch karna hai.Self independent banna hai Mujhe.Aur unhe sirf padna hai.kyun ki Age chalke log unhe koi unpad na keh sake.
Ruhail:Bohot different family hai tumhari Waise.Khair chodo woh batee pas mein restaurant hai waha chalke lunch karte hai.
Meerab:Bilkul nahi.Mujhe ghar jaldi pounch na hai.
Kinza:Kuch khass hai kya aaj?
Meerab:Murtasim bhai aaj aa rahe hai 3 saal ke baad London se.
Kinza:Omg the handsome hunk is back.
Meerab:Unki samne yeh baat kabhi na kehna kaccha chaba jayenge.
Ruhail:Kaise jaoge?
Meerab:Driver hai sath.
Kinza:Hats off to you yaar.Apna khawab pura karne ke liye Hydrabad se Karachi aate ho class karne.Aur hume dekho 10 minutes duri par hai university Phir bhi aane ka maan nahi karta.
Meerab:All credit goes to my father.Agar woh nahi laadte to yeh kabhi mumkin nahi tha.Aur KHAWAB PURA karne ke liye yeh mushkil mere liye kuch nahi.ok guys next class mein milte hai.Bye.

Then Meerab left for Hydrabad.

When Meerab goes back to Hydrabad.Murtasim already present here.

Meerab:As Salamu Alaikum Murtasim bhai!
Murtasim:Walaikum As Salam Meerab.Kaisi ho?
Meerab:Alhamdulillah thik hu.
Murtasim:padai kaise jaa rahi tumhari?
Meerab:Thik hi jaa rahi hai.LLB almost khatam honewala hai.
Murtasim:Sirf padai hi karte ho Aur kuch nahi karte?
Meerab:Ji?
Murtasim:Mera kehne ka matlab yeh hai ki padai ke sath sath ghar samhalna bhi shikho.Waise Maa ko bohot shikayat hai tumse.Dekha jai to Woh bhi aapni jaga thik hai.Ghar sambhal na bhi to jaruri hai.Is liye keh raha hu Marium Haya ke sath Tum bhi kitchen ki kam mein hath bataya karo.thik hai?
Meerab:Ji Murtasim bhai.
Murtasim:Thik hai jau aapne kamre mein.

Meerab murmured herself and said;

"Aa gaya hai Hitler.Aab chain se nahi jeene dega."

Murtasim:Kuch kaha tumne?
Meerab:Ji nahi.

After coming to her room.Meerab lived out of breath.Haya comes there;

Haya:Kya hua?
Meerab:Yeh pucho Haya kiya nahi hua?Hitler is back.Aab unse puchke saans bhi leena padega hume.
Haya:Itne bhi bure nahi hai woh.
Meerab:Tumhe to woh humesha accha hi laagte hai pata nahi kyun?
Haya:Kapde badal ke niche aa jau.Sab dining pe tumhare raa dekh rahe hai.
Meerab:Aati hu.

In the dining hall.

Bhabi begum:Aane mein kafi der laaga di?
Meerab:Thoda traffic tha is liye.
Murtasim:Meerab ko itne dur akeli padne jaane ki izazat kisne di?
Bhabi begum:Humne to nahi diya beta.Aapne chachajan se pucho kaise woh aapne beti ke liye laad beithe the.
Waqas:Meerab ka khawab hai ki woh ek lawyer bane.Aur ek baap hone ke naate beti ka khawab pura karna mujh par lazmi hai.
Anwar:Aur yeh to acchi baat hai na humari khandan ki beti lawyer banegi.Humare liye to faqar ki baat hai.
Murtasim:Yeh faqar kahi beizzati ka bahes na baan jai uska bhi khayal rakhiyega jara.
Waqas:Mujhe Yakeen hai beta meri beti kabhi aapne waldain ka sad jhuke aisa kuch nahi karegi.
Murtasim:Allah kare aisa hi ho.

In the night.

Meerab studies at the terrace.She called kinza.

Meerab:Kinza suno last week jo Maine lecture miss kiya tha uska notes hoga tumhare paas?
Kinza:Ha hai mere paas.Mein tumhe picture bejtii hu.
Meerab:Thank you yaar.
Kinza:Accha yeh batau tumhara handsome bhai kiya kar raha hai?
Meerab:Sab par darogagiri dekha raha hai.
Kinza:Iska matlab aate hi tumpar bill pada.Hai aise kabhi woh badal banke mujh par kyun nahi barajte?
Meerab:Grow up kinza.Jis din barsenge na woh din aqal thikane ayenge tumhari.

Then Murtasim comes to Terrace.

Murtasim:Kis se baat kar rahi ho?
Meerab:Dost hai mera.
Murtasim:MAle yaa female?
Meerab:Female.Aap baat karna chahte hai?
Kinza:(over phone) de do yaar.
Murtasim:Mein ladkiyon se baat nahi karta.
Meerab:(murmur tone) to ladko se karte hai kya?
Murtasim:Kya bola?
Meerab:Kuch nahi Murtasim bhai.(over phone) kinza mein tumhe baad mein call karti hu.

Watching her books,notes and laptop on the table.

Murtasim:Tum yaha padti ho kya?
Meerab:Ji.
Murtasim:Filhal tum niche jau.15 minute baad aake padna yaha.
Meerab:Kyun?
Murtasim:Kuch kam hai Mujhe.
Meerab:Thik hai.

When she about to left from terrace,she watched from afar.Murtasim cigarette lit a fire.Meerab talking to herself;

"Hitler gentleman ban gaya."

Meerab Murtasim Ki HuiWhere stories live. Discover now