Part 17

2.6K 135 9
                                    

In the next Morning.

Murtasim comes back from village.He is sitting with Bhabi begum.Sabj Ali is standing here.

Meerab is coming with tray of tea.And watch Sabj Ali has tears in his eyes.

Meerab gives tea to Murtasim and Bhabi begum,And asked Sabj ali.

Meerab:Ro kyun rahe hu sabj ali?
Bhabi begum:Woh iski beti ko uska damand ne mara hai Aur woh hospital mein hai.
Meerab:Aab rone ka kya faida Sabj Ali.yeh to unki niji mamla hai na tum bich mein kyun bol rahe ho?Shohar ne hi to hath uthaiya tha.Yeh bhi konsi badi baat hai.Haq banta hai marne ka pitne ka.Tumhari beti ne hi kuch galti ki hogi.Daal mein namak jada de diya hoga.

Murtasim looks at Meerab.

Bhabi begum:Kaisi Baat kar rahi hu Meerab?Yeh koi waqt hai aise Baat karne ka?
Meerab:Sahi to keh rahi hu mein taijaan.(Looking at Sabj ali) Duniya makafat e amal hai Sabj Ali.Jo boyoge wohi katoge.Kaal tumne kisi or ki beti par hath uthaiya tha Aur aaj dekho koi tumhare beti par hath uthaiya.Dusro ki beti par hath uthate hui tumhare hath nahi kapte Lekin beti takleef mein sunte hi ankhon se dariya beh gaya.Tumne kabhi socha hai jis par tum ne hath uthai woh bhi kisi ki beti hai.Uske sath julm hote dekh uski baap ki ankhon se bhi aise hi pani nikala hoga.Lekin tum jaise mard yeh kabhi nahi samjhoge.Tumhe apna sara takat apni biwi par hi azmana hota hai.

Then Murtasim gives some money and said;

Murtasim:Apni beti ko jaake ilaz karao.Aur kuch chahiye to batana.
Sabj Ali:Apka bohot bohot shukriya khan.

Then Sabj Ali goes from there and Bhabi begum asked;

Bhabi begum:Use itni batee kyun suna rahe the?
Meerab:Haqikat bayan kar rahi thi.Allah har kisi ko uske kiye ki saza dete hai.Zalim ke julm ka bhi khatma hote hai.

Then Meerab goes from there.

In the Meerasim's room.

Murtasim called Meerab to the room.

Meerab:Aapne bulaya tha Mujhe?
Murtasim:Haa.
Meerab:Kuch kam tha?

Murtasim gives a flower to Meerab.

Meerab:Yeh kiya hai?
Murtasim:Woh raste mein ek bacche bech rahe to socha tumhare liye le lu.Tumhe pasand nahi aaya?
Meerab:Mujhe phool bohot pasand hai.Thank you.
Murtasim:Welcome.
Meerab:Aaj khane mein kya banau?
Murtasim:Jo tumhe pasand ho.
Meerab:Aap ki tabiyet to thik hai na?
Murtasim:Haa kyun?
Meerab:Nahi.Bas aise hi puch liya.

Meerab is worried about Murtasim's changing bahaviour.

Meerab sitting in garden.Haya comes there.

Haya:Kis soch mein dube ho?
Meerab:Soch raha hu kis par Yakeen karu.Kisi ke pehle sakshiyat pe yaa abhi ki badle hui andaaz par.
Haya:Agar tabdili qabil e aitbaar ho to us par Yakeen kar sakte ho.
Meerab:Kiya koi achanak badal sakta hai?
Haya:Badalna chahe to koi ek paal mein badal sakta hai.Yeh koi beaitbari ki baat nahi hai.
Meerab:Yeh saab chodo,Masters ki admission ho gayi?
Haya:Haa kuch hi din mein classes bhi shuru ho jayega.
Meerab:Ek Baat puchu to bura to nahi manoge?
Haya:Bilkul nahi.Pucho kiya puchna chahte ho.
Meerab:Murtasim se mohabbat karti thi na tum?

Haya gets shocked and said unprepared tone;

Haya:Aisi koi baat nahi hai.
Meerab:Pata hai Mujhe chupao mat.Shaadi ke bohot din ke baad tumhare feelings ko samaj payi hu.
Haya:Kaise pata chala?
Meerab:Shaadi se pehle jab mein unhe Hitler Pata nahi kya kya bolti thi.Tab tum hi unki hemayat karti thi.Tumhe woh kabhi bure nahi laage.
Haya:Pagal thi.Koile ko sona samjh beitha.Pata hai meerab tumhare shaadiwale din main bohot ansu bahaya Aur tumhe bohot kusa.Murtasim ko mujhse chinne ke liye.
Meerab:Tab to Pakka Tumhari bad dua laag gayi hogi Mujhe.
Haya:Allah na kare aisa ho.
Meerab:Mazak kar rahi thi baba.
Haya:Mujhe pata chal gaya ki kudrat ki faisle ke age humara koi bas nahi chalta.Woh to sirf Allah hi jane kis ke sath kiska jod banegi.Shayed Meerab ki kismat mein Murtasim tha.
Meerab:Tum bohot acche ho Haya.Aur dekhna tumhe bhi koi accha humsafar milega.
Haya:Ameen.

After a while,Kinza called Meerab and informed she passed out on her exam.Grade also good.Everyone is very happy about her results except Bhabi begum.Can't understand Murtasim whether happy or not.

Murtasim comes to Meerab and asked;

Murtasim:Long drive pe chaloge?
Meerab:Abhi?
Murtasim:Haa abhi.Koi masla hai kya?
Meerab:Nahi.
Murtasim:To chalo.
Meerab:Changed karke aati hu.

In the car.

Murtasim:Congratulation for success.
Meerab:Thank you.
Murtasim:Iska Pura credit tumhe jata hai.Bohot mushkil jhelne ke baad tumne exam diye the.Aap ni harqat ke liye mein sharminda hu.
Meerab:It's ok Murtasim.Purane baate bhool jaiyee.
Murtasim:Aab kya LL.M karoge ya practice?
Meerab:LL.M ka hi soch rahi hu.Uske sath sath practice bhi hoga.
Murtasim:Experience ke liye practice karna bohot zaruri hai.Tum chaho to mera ek pehchaan ki bade lawyer hai unke under practice kar sakte ho.LL.M bhi sath sath chalu rahe ga.

Meerab getting astonished and looking at him.

Murtasim:Aise kya dekh rahe ho?
Meerab:Ek din mein kisi ke andar itni tabdili kaise aa sakta hai.
Murtasim:Mano kisi ki judai ne kisi ko pure tarha se badal ke rakh diya ho.Aur dusre ki qadar samaj ne ke liye dur jaana bhi jaruri hai.Khair,pas mein ek ice cream parlour hai.Jaana chahoge?
Meerab:Thik hai.

Meerab is thinking,is really Murtasim changed or is it his acting.Who knows it's can be her fruitful result after taking so much patience within her.

[Is really Murtasim's getting changed or just a mere acting to plan something big,give me your opinion]

Meerab Murtasim Ki HuiWhere stories live. Discover now