Part 04

2.9K 123 6
                                    

In the next Morning.

Murtasim doesn't want to face Meerab after the marriage fiasco.That's why he goes back to village.And before leaving,told Bhabi begum he can't marry her.

Meerab doesn't go University.Her head is terribly paining because she doesn't sleep all night thinking about marriage drama.

Meerab comes kitchen to make a strong coffee for her.

Haya:Suna hai niqah hai tumhari?Woh bhi Murtasim se.
Meerab:Bakwas hai yeh.Mein mar jaungi Lekin niqah nahi karungi unhe.
Haya:Tumhare chahne yaa na chahne kya farq padta hai.Hoga wohi jo maa begum chahte hai.
Meerab:Hoga wohi jo mein chahti hu.Aur I'm sure woh bhi yeh niqah nahi karna chahta.
Haya:Agar maa begum koi faisla le liya hai to maanlon ki aab yeh niqah hoke rahega.Unki zid ka andaza nahi hai tumhe.
Meerab:Kuch nahi hoga.Darao mat Mujhe.

Waqas Khan coming Bhabi begum's room.

Bhabi begum:Bolo Waqas miah.
Waqas:Meerab se pucha tha maine use mana kar diya.Aur kaha puri zindegi jinhe bhai samjha hai use niqah woh kaise kare.
Bhabi begum:To inkaar kar diya tumhari beti ne bhi.
Waqas:Iska matlab Murtasim ne bhi inkaar kar diya Aur is liye woh gao chala gaya.
Bhabi begum:Hmm.
Waqas:Ajeeb mahsoos kar raha hoga waise.Aur aab bhi Bhabi begum bacchon ko ek dusre ke age awkward kar diya.Bhool jaiye us wakiyat ko.Woh log bhi bhol jayenge.

Bhabi begum nodded her head.

In lounge area.

Meerab is sitting on the sofa.Then their landline rang up and she goes to receive the call.

Meerab:As Salamu Alaikum.
Murtasim:Walaikum As Salam.Kon?
Meerab:Meerab.

In a some while,they don't say anything because of awkwardness.

Murtasim:Woh Anwar chacha ghar par hai?
Meerab:Nahi woh abhi abhi kahi gaye hai.
Murtasim:Woh aye to kehna mujhe call karne ko.
Meerab:Thik hai.
Murtasim:Allah hafiz.
Meerab:Allah hafiz.

After cut the call,Meerab talk with herself;

"Pehle to is admi ki samne jaane se hi dar lagta tha Lekin aab ajeeb bhi lagega.Yaa Allah konsa musibat mein pad gayi hu."

Meerab comes to Waqas room.

Meerab:Abbu kehna yeh tha ki semester ki fees bharni hai isi mahine.
Waqas:Thik hai mein kaal hi bhar dunga.
Meerab:Ek baat bolu.
Waqas:Ha beta.
Meerab:Hum Karachi shift kyun nahi ho jate?Mere liye university mein aane jane mein asani hogi.
Waqas:Pichle 3 saal se tum aa jaa rahe ho tab to koi masla nahi hua?Aaj kyun beta?Kahi yeh baat Murtasim se shadi ki jikar ki wajeh se to nahi keh rahe ho.

Meerab doesn't reply back.

Waqas:Waqt do.yeh wakiyat bhi bhool jaoge.Aur cousin marriage to humare society ki common topic hai.Zara mat sochon is bare mein.
Meerab:Ji Abbu.

In the next Morning.

When Meerab wakes up from sleep,she finds weird silence at the home.Her parents and uncle looking so worried.

Meerab:Ghar pe kuch hua hai kya Haya?
Haya:Maa begum kaal raat se bhook hartal pe hai.
Meerab:Kyun?
Haya:Woh keh rahi hai jab tak tum dono niqah ke liye unse waada nahi dooge woh pani ki ek bond bhi nahi piyenge.
Meerab:Kya ajeeb sa zid lekar beith gayi hai woh.Aab kya zabardasti niqah karayenge hum dono ka.
Haya:Murtasim ko call kiya gaya hai.Woh bhi aata hi hoga.Tension na lo dekhte hai kya hota hai.Murtasim mana lega aapni Maa ko.

After a while,Murtasim comes from village.He sit with his uncles.When his eyes falls on Meerab,He averted his eyes from her.Meerab feels weird.She goes from there.

Murtasim:Is tarha hath pe hath dare nahi beith sakta.Maa ko diabetic hai agar woh is tarha bina kuch khai piye rahenge to unki jaan ko khatra ho sakta hai.
Anwar:Lekin woh to zid pe aare hai tum dono se haa sunna hai unhe Aur niqah karwana hai..Aur tumhe to pata hi hai kaisi ziddi hai woh.Baat woh mana kar hi dam lenge.
Murtasim:Doctor ko bulaiye.Woh aake hi aab kuch kar sakte hai.Unko kuch khilana bohot jaruri hai.
Waqas:Woh darwaja hi nahi khul rahi hai Aur keh rahe ho doctor kuch karega.
Murtasim:Darwaza khulna padega chachajan.(called servent) Maa ki darwaze ki duplicate chabi le aau.
Servent:Saab woh to Maa begum ki pas hai.
Murtasim:Kya?
Servent:Woh to kaal raat hi pura chabi guccha aapne paas rakh liya.
Murtasim:Thik hai aap jai.(Looking at his uncles) to Maa ne than liya ki baat woh manwakar hi chodenge.
Anwar:Laagta hai darwaza todna padega.

Then they heard something falls in the Bhabi begum's room.They hastily go there.

Murtasim:Maa kiya hua aap ko?Darwaza khule.

Bhabi begum doesn't reply.They get panicked.Murtasim decided to break the door's lock.

When they finally break the room's lock,finds Bhabi begum lying down unconscious on the floor.

They called doctor.Doctor gave medicine to her and told in a few while she will regain her conscious.

After a while,Bhabi begum regained her conscious.

Murtasim:Maa kya ho gaya hai aap ko?
Bhabi begum:Baat mat karo mujhse.Koi nahi hu mein tumhara.Agar hoti to mere baat mante.
Murtasim:Filhal yeh sab chode Aur kuch khale.Aab ki tabiyet thik nahi hai.
Bhabi begum:Mujhe nahi khana.
Waqas:Bhabi begum zid nahi kare.Aap ki tabiyet aur majid kharab ho jayegi.
Bhabi begum:Pehle tum log wada karo Phir mein kuch kahongi.
Murtasim:Maa...
Bhabi begum:Pehle waada.Warna mein kuch nahi kahongi Aur is selain ki bag ko bhi hata dungi.

Murtasim thinking some moments and said;

Murtasim:Mein aap se waada karta hu mein meerab se niqah karunga.
Bhabi begum:Alhamdulillah.

Then Waqas comes forward to her and said;
Waqas:Mein bhi waada karta hu Bhabi begum yeh niqah hoga.
Bhabi begum:Alhamdulillah.Aab to mein jaldi jaldi thik ho jaunga.
Murtasim:Aab to kuch khale.
Bhabi begum:Haa jo kahoge sab karungi.Lekin shart hai meri ek.
Murtasim:Boliye.
Bhabi begum:Niqah kaal hoga.

Without any choice,They accept her demand.

When Meerab heard,Waqas khan gives words to Bhabi begum to her marriage and that marriage is tomorrow.Her world turned upside down.

Meerab Murtasim Ki HuiΌπου ζουν οι ιστορίες. Ανακάλυψε τώρα