Part 06

3K 140 4
                                    

After complete the marriage ceremony,Meerab goes to Murtasim's room.Marium bring her here and said don't change the attire before comes Murtasim.

In the deck area.

Murtasim hesitate to go inside.Before the marriage,he was pretty sure that he will maintain proper relationship with her.Now feel so weird.

Watching Murtasim there,Anwar comes.

Anwar:Tum is waqt yaha kya kar rahe ho?Tumhe to aapne kamre mein hona chahiye.Jau Meerab intezar kar rahi hogi.
Murtasim:Kamre mein jaate waqt ek ajeeb sa mehsos ho raha hai Chachajan.Aap ko to pata hi hai Bachpan se bhai behen jaise bade hui hai hum Aur aaj halat ne use meri biwi bana di.Lekin pehle ki rishte bhool ke use biwi ki darza kaise du.
Anwar:Shayed ise hi taqdeer kehte hai.Tum dono ka milna likha tha isi liye mile.Halat se laad ke ek hui.Aapne rishte ko waqt do.Samay ke sath sath sab thik ho jayega.Agar tum aise pesh ayoge meerab bhi kaise accept kar payegi tumhe.Pehla qadam uski taraf tum barhau.Jau beta aapne mein.
Murtasim:Thik hai Chachajan.

When Murtasim entered the room,he finds Meerab sleeping on the chair.He wants to wake up but she shaken up.

Murtasim:Sorry tum chair se girnewalo ho isi liye jaga raha tha.
Meerab:Thakan ki wajah se neend aa gayi hai Murtasim bha....Sorry!
Murtasim:Its ok.Purani adat hai dhire dhire chot jayegi.

Then Murtasim open his cupboard and bring a bank check to Meerab.

Meerab:Yeh kiya hai?
Murtasim:haq meher.
Meerab:Mujhe kyun de rahe hai?
Murtasim:Shayed tumhe kisi ne bataya nahi shaadi ki raat hi shohar apni biwi ka haq meher ada kar deta hai.Jo ek biwi ka haq hota hai.

Meerab takes the check.

Murtasim told her to change the attire and wear something normal.

After coming from Freshen up Meerab goes to sleep on the bed.After sometimes later Murtasim also sleep beside her.

Meerab talking to herself,

"Qamal ki Baat hai meri itni bade harqat karne ke baad bhi isne koi react nahi ki.Hala ki uska react karna to banta tha.Kya pata uska yeh khamoshi tofaan ki ane ki pehle ka sannata bhi ho sakta hai."

On the other side,Murtasim talking to himself,

"Maan to kya aate hi us agreement par aag laga du.Phir socha tumse aapna baat manwane ke liye pehle khud tumhare aage jhukna hoga.Jitna mein tumhare agee jhukunga utna hi tum dabke rahoge.Aur aise hi Ahista Ahista tum us agreement apna padai sab kuch bhool jaoge."

In the next Morning.

They both are coming to take breakfast.Meerab put food on her plate,Bhabi begum said,

Bhabi begum:Yeh kiya Meerab shohar ko dene se pehle hi khud lee rahe ho.Pata hai humere zamane mein shohar khana se pehle hum pani bhi nahi pite the.Aise ihteram karte the unka.Aur tum log ko dekho.
Murtasim:Kya Hai Maa.Dhire dhire adat ho jayegi use bhi.Aap chote chote Baat ka batankar mat banaiye.(looking at Meerab) chai do Mujhe.
Meerab:Ji.

Bhabi begum angrily looks at Murtasim.

After a while,Murtasim comes to Bhabi begum's room.

Murtasim:Naraz hai kya mujhse?
Bhabi begum:To kya nahi honi chahiye?
Murtasim:Qasoor kya hai mera?Aap ki pasand ki ladki se bhi niqah bhi ho gaya.Aap ko to khush hona chahiye.
Bhabi begum:Mera kehna manne ki liye mein tum par bohot khush hu.Lekin gussa is Baat ki hai ki tum to shaadi ke dusre din hi biwi ke hatho chalnewalo zunmurid ban gaye ho. Meerab ki ilawa Kuch nahi dekh rahe ho.Aur kaal ki harqat bhi bhool gaye.
Murtasim:Kuch nahi bhola hu mein Maa.Kuch bhi nahi bhula.
Bhabi begum:Us agreement ko fad diya kiya tumne?
Murtasim:Maine aisa Kuch nahi kiya.
Bhabi begum:Iska matlab use padne ka age badne ka izazat doge?
Murtasim:Maine aisa to nahi bola.
Bhabi begum:Tumhari dimag mein Akhir chal kiya raha hai.
Murtasim:Mere dimag mein bohot kuch chaal raha hai Maa.Lekin mein aapse Filhal yeh kahunga ghar ki zimmedari meerab ko de dijiye.
Bhabi begum:Aab tum use meri jaga doge?
Murtasim:Baat zimmedari deni ki hai jaga lene ki nahi hai Maa.
Bhabi begum:Dono Baat ek hi hai.
Murtasim:Aap to humesha kehti thi ki aap ki aab umar ho gayi hai.Itne kam ki zimmedari nahi utha pate.is liye mein aap ka kam ka bhuj ghata rahi hu.Meerab aap ki hath bataigi.Kahi aap dar to nahi rahe?
Bhabi begum:Kaisi dar?
Murtasim:Kahi aap ka auda meerab na chen le.
Bhabi begum:Aisi koi Baat nahi.
Murtasim:To Phir thik hai meerab ko aap ki zimmedari de dijiye.Mera chahat yehi hai.

Then Murtasim left from the room.

When Murtasim entered his room,he finds Meerab arranging her clothes in the closet.

Murtasim:Meerab idhar au.
Meerab:Ji bole.

Murtasim put hand in the pocket and took a small box from the pocket.

Murtasim:Hath do apna.
Meerab:Kyun?

Then Murtasim open the box and took a ring from here.And put this ring on her finger.

Meerab:Murtasim bhai yeh...
Murtasim:Tumhari muh dikhai.Kaal raat dete waqt thoda ajeeb laga isi liye nahi de paya.Aur dusri baat humari is ajeeb riste ko normaal karne ke liye pehle yeh bhai bolna chod na hoga,thik hai?
Meerab:Thik hai Murtasim bh...
Murtasim:Sirf Murtasim.
Meerab:Murtasim.
Murtasim:Aab thik hai.

Then Murtasim holds her hand and put a kiss on her fingers.

Meerab is shocked to watch her weird activities.

Meerab Murtasim Ki HuiWhere stories live. Discover now