Part 11

2.6K 118 15
                                    

Meerab finally made food for the guest with the servent and help of Haya.

Meerab goes to her room and sat with relax.

Murtasim:Tum yaha kyun beithe ho?Jaldi se tayar ho jau woh log bas aate hi honge.
Meerab:Mujhe bhi aana hoga aap ke dost ki samne?
Murtasim:Sirf mere dost nahi unki biwiyan bhi ayenge.Tumhe to khatir dari karni hogi na unki.
Meerab:Mujhe bas 10 minutes dijiye.Mein tayar hoke aati hu.
Murtasim:Thik hai.

Meerab comes freshen up and goes to attend the guest.Murtasim friends are coming with their wives.

In the dining hall.

Friend:Waise Murtasim hai bada chupa rustam nikle London se aate hi apni khubsurat cousin se sabke chupke niqah kar liya.Kisi ko kano kan Pata nahi chalne diya.
Murtasim:Aap ni khubsurat biwi tum logo ko kyun dikhau?Khane pe concentrate karo.
Friend:Waise meerab Bhabi khana bohot lakawab banaiya hai.
Meerab:Thank you.

It was almost midnight when the guest left.

When Meerab comes to her room,she don't have any energy left for revise.

Meerab just closed her eyes then Murtasim put his hand on her shoulder.

Meerab:Murtasim mein bohot thak gaya hu.Mujhe sone de.
Murtasim:Haa bohot Kuch jhela hai aaj tumne.Thik hai so jau.Kaal exam bhi hai tumhara.

Meerab getting tears but she controls and sleep.

In the next Morning.

Meerab wakes up early in the morning and revise as much as she can.It's her LL.B final exam that's why she doesn't want to get less mark.

Meerab is getting ready for exam.

Murtasim:Exam deni jaa rahe ho yaa kisi ko qatal karne?
Meerab:Kehna kya chahte hai aap?
Murtasim:Itni khoobsurat laagne ki jarurat nahi thi.
Meerab:Murtasim Mujhe der ho rahi hai.Aap Mujhe drop karenge yaa mein driver ke sath chali jau?
Murtasim:Mere hote hui driver ke sath kyun jaoge? Chalo chalta hu.

When Meerab about to leave,Waqas called her from behind.

Waqas:Mein bhi chalunga tumhare sath beta.
Meerab:Sach Abbu?
Waqas:Haa beta.
Bhabi begum:Tumhari beti koi pehli baar school nahi jaa rahi jo tum uske sath chaal pade.
Waqas:Meri beti final exam dene jaa rahi hai.mera chalna to banta hai.Aur mein humesha imtehan ke samai uske sath chalta hu.
Bhabi begum:Woh pehle ki Baat thi aab tumhari beti ki niqah ho gaya hai.Shohar hai uske sath.
Waqas:Shaadi hui hai uski becha nahi hai maine use.Jo aapni beti par mein apna haq kho dunga.Mein chalunga aapni beti ke sath uska himmat badane.
Bhabi begum:Ha tumhari hi kiyadhara hai beti ko pura bigad ke rakh diya.

Waqas wants reply but Meerab stop her and said she is getting late.

In the car.

Waqas:Beta Bilkul relax raho.Koi tension nahi.Paper jaisa bhi ho hard Aur easy tumhe ghabrana nahi hai.Acche tarha se padke fir answer karna.
Meerab:Abbu bas aap ki yeh baat mein itni Baar sun chuki ke aab to zehen mein atak gaya.
Waqas:Kya karu beta dar laga rehta hai.
Meerab:Exam mera hota hai Aur dar aap ko laaga hota hai.don't worry Abbu mera exam accha hi hoga.Log chahe jitna jur laagale Meerab ko khwab dekhne se aur asmano par udne se koi nahi ruk sakta.Dekhna bohot jald aap ki beti ki naam ke age advocate naam judnewala hai.
Waqas:Aur mein kehlaunga Advocate Meerab ki Abbu.

Murtasim feels irritating but put a fake smile on the face.

Murtasim and Waqas drop Meerab at the University.Murtasim said,all the best to her.

After meerab left,Murtasim said;

Murtasim:Chachajan mein aapni dost ki taraf jaa raha hu.Aap chalenge sath?
Waqas:nahi beta.Pas mein ek cafe hai mein waha bethunga.
Murtasim:Tin ghante waha beithenge aap?
Waqas:Adat hai Mujhe.Mein humesha hi meerab ko exam hall drop karke waha beith ti hu.Jab tak woh exam de kar nahi aate Mujhe chain nahi.
Murtasim:Jaise aap ko thik laage.

Murtasim left from there and Waqas going to wait for her at the cafe.

After 3 hours.

Meerab comes from exam.And talking to kinza,

Kinza:Is baar bhi tera top karna banta hai?
Meerab:Is bar top dur ki baat pas karungi bhi nahi woh nahi pata.
Kinza:Kyun?
Meerab:Kuch nahi yaar.Chor us baat ko.
Kinza:Tujhe kya hua hai?Ankh itna laal kyun hai?Murtasim bhai raat ko sone nahi diya kya?
Meerab:Bakwas nahi kar.Mujh par kya guzar rahi mein janti hu sirf?
Kinza:Bolegi nahi to janungi kaise?

Then Meerab narrated the whole things to Kinza.

Kinza:Kaise admi hai woh yaar.Aaj kaal ki zamane kon aisa sochta hai.
Meerab:Murtasim khan aise sochte hai.
Kinza:To tu kyun kuch nahi kehti unhe?
Meerab:Tujhe laagta hai woh directly Mujhe ruk rahe hai ki mein unse Kuch bolu.Woh mere sad zimmedari deke khud ghar se gayeb ho jate hai.Aur Mujhe laagta hai jaisa chal raha hai chalne de.Unka koi challenges meri padai ka rukawat nahi banra.Woh to mere hath ped bandh ke nahi keh rahe hai Meerab tum pad nahi sakte.Aur mein nahi chahta meri koi harqat Abbu Ammi ki kaan tak ay.Taijaan mere wajah se Abbu Ammi ki tarbiyat par ungli uthai woh Mujhe bardast nahi.
Kinza:To kya puri zindegi uski diye gaye challenges ko pura karte rahoge?
Meerab:Jab tak bardast ki had hai tab tak bardast karungi.Lekin sabar ka band jis din tootega woh din mein baras padungi.
Kinza:Teri kahani sunkar Ek Baat samaj aaya.Humesha good looks matter nahi karta good man matter karta hai.

Meerab collides with Ruhail there but he ignores her.

[Let me clear you something guys,it's not love dovey fantasy story.I write based on Realities]

Meerab Murtasim Ki HuiWhere stories live. Discover now