Part 10

2.7K 131 4
                                    

Bhabi begum introduced Meerab to the ladies.They greeted her with respect.Bhabi begum sat her down on her chair and announced now Meerab will hear all their problems and make a decision.

Meerab:Taijaan yeh bohot badi zimmedari hai.Agar Maine koi galat faisla le liya to?
Bhabi begum:Mein hu na tumhare sath.Kuch galat nahi hoga.(give her lots of book) yeh lo kitab yaha pe likha hua hai kaise masaile haal ki jati hai Aur haq ka faisla kiya jata hai.Sab kuch acche se pad lena.

Meerab takes the books and nodded her head.

After the fiasco,Meerab comes to her room and called kinza.

Kinza:Kya baat hai hai padaku?Padai chod ke meri yaad kaise ay?
Meerab:Mazak chod.kuch notes Aur suggestion chahiye tha Mujhe.De degi Mujhe?
Kinza:Ruk mein what's app karti hu.
Meerab:Thank you yaar.Waise Ruhail kaha hai aaj kal?
Kinza:Teri shaadi ke baad majnu ban gaya hai.
Meerab:Bakwas mat kar.Us din to bola exam ki wajah se gayeb hai.
Kinza:Sach bol raha hu.Mujhe bhi yahi laga tha. usne bola tha Mujhe ki Tujhe propose karnewala tha woh Lekin bechare ki kismat hi kharab nikla.
Meerab:Chor yaar.Mein Filhal rakhti hu.Kaal milte hai.
Kinza:Bye.

After cut the call, Meerab takes the book and start to revise.

Murtasim comes there and watch her to study.

Murtasim:Koi padai ke liye itna serious ho sakta agar tumhe na dekhu to Yakeen nahi ata.
Meerab:Wakeel banna mera sapna hai Aur padai karne uski taraf badnewala ek siri.To padai ke liye serious kyun na hu?
Murtasim:Meerab farz karo tum kisi bhi wajah se wakeel nahi ban paye to kya karoge?
Meerab:To mein Kuch Aur ban jaongi.
Murtasim:Matlab?
Meerab:Mujhe Kuch banna hai Murtasim.Apna pehchan banana hai.Agar kisi bhi wajah se mein Wakeel na baan saka to mein kuch Aur banke apna pehchan banaungi.Koi Mujhe nahi ruk sakta.Koi bhi nahi.

Meerab smiles at him.

Meerab was discussing something with Bhabi begum then Murtasim comes and said;

Murtasim:Raat ko khane par mera kuch log ayenge.Meerab tum kya 10/12 logo khana bana doge?
Meerab:Kaal exam hai mera.Mein kaise?
Murtasim:I'm sorry.Mein bhool gaya tha.Kisi or ko keh dunga.Mera khawaish tha ki tum banau khana.Yun achanak unhone aane ka plan kiya ki mein sochna hi bhool gaya ki tumhare to exam hai.
Meerab:Aap Shayed yeh bhi bhol rahe ki Mujhe khana banana bhi nahi aata.
Bhabi begum:Agar Murtasim ki khawaish yeh hai ki khana tum banauge to yeh tei raha khana tum hi banauge.
Murtasim:Rehne de Maa.Exam hai kaal.
Bhabi begum:Imtehan kiya shohar ki khawaish se bada hai? Meerab jau kitchen mein.Main bataunga kya kaise banna hai Aur mulazim to hai hi tumhara sath dene ke liye.
Meerab:Thik hai taijaan.
Murtasim:Thank you Meerab.

Meerab goes to Kitchen to cook for a few people.If her parents are here,they will help her.But unfortunately they are not here.How can she manage to study and preparing meal together.For nervousness she feels like forgetting what's she was reading.But she is gathered all her courage and decided she will not broke.If Murtasim give her this challenge,she will definitely pass it.By hook or by crook.

Meerab is reading her book and check food.Then Haya comes;

Haya:Tumhe dekke bohot kuch shikhne ko milta hai.Tum to aaj kaal ki zamane ki aurat ki liye ek misal ho.Tumne sabit kiya hai Agar ek aurat chahe to ghar Aur padai dono ek sath pura kar sakti hai.
Meerab:Lekin aab Mujhe laag raha hai ki ek sapna jo Maine dekha tha woh mujh par bhari pad gaya.
Haya:Matlab?
Meerab:Matlab yeh hai Haya Padai karne ke liye har roz sau challenges ka muqabla Mujhe karna pad raha hai.Kabhi yeh to kabhi woh.
Haya:Problem pata hai kiya hai meerab.Problem humare mashre ki mardo ki sochka hai.Woh Allah ke duniya mein khud ko humare khuda samaj beithe.Unhe hum biwi nahi balki unki kharidi hui gulam laagte hai.Humare hasi khusi khawab woh sab unki zaigir samajte hai.Unko laagta hai agar hum unse aage bar jayenge to woh piche reh jayenge.Ek ajeeb sa insecurity hai unka.Woh yeh samaj ne mein naqam rahe ki agar woh log humare husla banenge taqat banenge to hum unse aage nahi chale jayenge.Balki hum dono milke ek khubsurat mashra bana sakte hai.Allah ne mard Aur aurat ko ek dusre ko muqammal karne ke liye hi paida kiya hai nahi ek dusre ke sath muqabla karne ke liye.Par unhe to hume daba ke humare pankh todna hai.
Meerab:Bilkul sahi keh rahe ho tum.Tume pata hai maine humesha mard ko ek hi palle mein napa tha.Mujhe yeh Galatfehmi the ki duniya ke sare mard Bilkul mere Abbu jaise hai.Jo Mujhe khule ankhon se khwab dekhne ki izazat dete hai.Us khawab ko haqikat mein rop dene ki hosla dete hai.Rewayat Aur usoolo ki zanziron mein bandh ke Mujhe ghar mein nahi bitha diya.Jin hone humesha udna shikaiya hai.Lekin woh mahej ek Galatfehmi thi Aab Mujhe lagta humare mashre ki adhe se jaida mard sare taqat aur pawandi aapni biwi pe azmata hai.Unko daba ke bandh ke rakhne mein maza aata hai unhe.Lekin mein bhi Meerab hu.Ladna aata hai mujhe.Nahi bhikhrungi aur nahi tootungi chahe koi jitna bhi zor laaga le.Meerab ko jhukana Aur dabana asan kam nahi hai.Sare kashtiyon ko pad karke apne khawab ke taraf badungi.
Haya:Yeh hui na bahimmat ladki ki baat.meerab suno.
Meerab:Bolo.
Haya:Maa begum Filhal kafi masruf hai woh yaha nahi ayenge.Tum waha jake sukon se padlo. khane ko mein dekhti hu.
Meerab:Are you sure?
Haya:Haa baba.Jau tum.
Meerab:Thank you so much Haya.

Then Haya help her to make meal and she focused on her studies.

Meerab Murtasim Ki HuiWhere stories live. Discover now