Ch-7

2.5K 410 87
                                    

" bahi aapne promise kia tha ki aap mera rishta tutne nh denge, woh log kal shaam aa rhe hai, bina kisi wajah ke mera dil betha jaa rha hai agr unhone" he wiped her tears.

" maine promise kia tha aur mein nibhaunga, tumhara nikkah Rashid se hi hoga" he declared.

"Kya soch rhe ho raat ki ish waqt" his uncle Adam inquired standing beside him.

" kitni azeeb baat hai na Chachu, logo ka vishwas aap ke upr ek pal mein hi uth jata hai ek afwaah sunke, woh apk judge kr lete, unhe nahi lena dena ki aap sahi ho ya glt, aur dukh ish baat ka hai meri wajah se aap sb logo ko suffer karna pad rha hai"

" Hamza ka rishta tut gya woh toh apk Jaan pehchan ke log the hum sbko ache se jante the fir bhi, Mishti ke sasural wale aa rhe hai aur aap sb logo ko kitne taane sunne pad rhe hai" he added.

" beta mein nh janta ki tum dono ke beech ky baat Hui aur ky nh, par aaj pehli dafa mein tumse tumhara Chachu bnke nh balki ek ladki ka sirf abbu bnke baat kr rha hu, ek baap ke upr ky bitti hai jab uski beti ka rishta tutne ki kagar pr ho woh bhi sagai ke itne waqt baad aur tum jante hi ho agr ek baar rishta tut gya to humare samaj mein un ladkiyo ko kese rishte milte hai aur kese dekha jaate hai ye bhi, mujhe glt mat smjhna, mein thoda selfish ho rha hu ish waqt, please Amal ko khuch dino ke liye ghr le aao jab tk Mishti ka nikkah nh ho jata, hamza ne drd seh lia lekin meri beti nh seh paayegi" he stated while chocking in between.

" Chachu apko ye sb kehne ki zarrorat nh hai Mei...." a lump formed in his throat seeing shehnaaz on the balcony.

" soch ke bata dena"
************
" cahe" she said forwarding a cup of tea towards him, the terrace of the office became their place from last month, sometimes they share one or two words and sometimes they just enjoyed each other presence without saying a word, they found their peace in each other silence, they talked more than normal people but in eyes.

" Paresaan hai??" she asked rubbing her hands together, the weather is getting cold day by day, he turns towards her.

" Mein Amal ko wapis lene jaa rha hu" he declared, she gave him a tight smile.

" t.m..." the words didn't leave her mouth like she forgets how to speak, she looked into his eyes, she can feel his helplessness, the burden, the tiredness and the responsibilities he has on his shoulders.

" that's good" she uttered averting her gaze seeping the already-finished tea.

" meri wajah se hamza ka rishta tut gya aur mishti ka syd tut skta hai," he told her staring at her mesmerizing face.

" khuch din pehle uncle ka call aaya tha woh chahte the ki mein Amal ko wapis le jau"

" yeh apk personal mamla hai mein isme ky keh skti hu, jaisa apko theekh lage aap kijiye"

" tumhe frq nh padta" he questioned.

" mujhe chlna chiye bhut kaam hai aur break bhi khatam ho gya hai" he holds her hand, the touch burned her heart yet soothing.

" kehte hai jab kisi se baat krne mein apk dil ko sukoon milne lage us shaksh se ushi waqt baat band kr deni chiye aage chl kar woh sukoon bada dard deta hai,"

"Dard de rha hai, bhut dard ho rha hai lekin smjh nh aa rha kisko kahu, bhut confuse hu, khuch smjh nh paa rha hu, mera man kehta hai ki Amal aur mere bich khuch nh rha syd kabhi khuch tha hi nh bs nibha rha tha aur dusri taraf mera dimag kehta hai agr humare saath rehne se mere ghrwalo ko har roz ki bezzati se nh guzarna padega toh me tayar hu, mohabbat krti hai woh Rashid se bhut, aur.." a long tear slipped from his eyes.

" Me janta hu mujhe frq nh padna chiye logo ke judgement se jaise woh mujhe dekhne lage hai khuch waqt se, syd nafrat, ghin malum nh, abbu ki itne saalo ki izzat ko nilam hote hue nh dekh skta, court cases mein nh ghusna yrr, it will take years aur result khuch nh aata hai aise cases mein, she is not filing for divorce, nh pta ky krna hai, nh malum"

She cupped his face wiping the tears, she knows how it feels when society judges you whenever you stepped out of your house, he looked at her like a baby looking at her mother for seeking answers to his unasked question.

" Family bhut zaroori hoti hai, agr woh saath khade hote hai toh saare dhukh kam lagte hai, ek chance de dijiye ky pta aap logo ke bich mein sb sahi ho jaye, akele rehna bhut mushkil hai, ghr kaatne ko daudta hai,"

"I am sorry" he uttered, she shook his head in denial.

" ap kyu maafi mang rhe hai apne mujhse koi waada thodi na kia tha, hum dono ke beech mein aisa khuch nh hai jiski wajah se apko ye sb kehna pade," he cupped her face looking into her eyes deeply, he broke her again and this time the pieces pierced his heart too.
***********
" Aunty aap yahan??" shehnaaz asked seeing Sidharth's mother at her doorstep.

" andar aa skti hu" she asked, shehnaaz nodded closing the door.

" dekho mujhe ghuma fira ke baat krne ki aadat nh hai bilkul toh mein seedhe seedhe phuchti hu, tumhare aur mere bete ke beech ky rishta hai" she questioned.

" Aunty me..ra...unse koi rishta nh hai"

" mere bete ko fasana chahti ho tum, ki ab biwi ghr nh hai toh chlo acha kahsa ladka hai, acha kamata hai, mere pass toh waise bhi kahne tak aur dhang se rehne tak ke bhi paise nh hai" she stated scanning her room, a mattress placed on the floor, a study table and a pair of chairs.

" usse dur raho smji, uske aas paas apna saya bhi mat aane dena, ky chahti ky ho tum, ki woh tum jaise ladki ke pyar mei pad jaye jise na bolne ki tameez hai, aur na smaj mein koi izzat hai," she wanted to give it back to her, but she couldn't, she is his mother and anything which related to him make her weak.

" mera unke saath koi rishta nh hai, aur kabhi nh ho...." she heard the loud sound of the door, she left shattering her.

" kabhi..nh..nh...hoga...." she shivered closing the gate.

" kab..hi..nh..hoga.....koiii..rishta....haiiiii..hii..nhh...nh..hai" she repeated again and again lying on the cold floor.

"woh kehte hain kabhi aur kabhi aur hota nahi,
dil bhi toh nadan unke siwa kahin aur khota nahi."

I literally don't know what I am writing, I think I lost the plot, but for those who are liking it, here is the update, do tell me your suggestions and views on it❤️❤️

MERE MEHRAM (completed)Where stories live. Discover now