Ch-12

2.5K 438 127
                                    

" Sidharth ye sb glt hai, duniya thukhegi hum par beta, tere abbu ne aur tune jo aaj tak izzat banai hai woh sb bikhar jayega" Farah uttered.

" Konsi duniya ammi, wahi dunia jisne ek jhoote ilzam pe judge kr lia tha hume, bole, konsi duniya aur kyu sunu mein duniya ki"

" ush ladki ne tera dimag khrab kar dia hai, aur waise bhi woh divorcee hai" he chuckle turning towards her.

" agr divorcee na hoti toh, toh ky karti aap, khushi khushi karati hena, mat bhuliye ammi mein bhi divorce le rha hu, aur please khuda ke vaaste ye mard aur aurat mein bhed bhav karna chor de"

" tere abbu kabhi nh manage woh dil ke mariz hai ush baat ka toh lihaz kr" she pointed out.

" aaj tak har ek baat maani hai maine apk agr ek baar aap bhi maan lenge toh khuch badi baat nh hai"

" aisa konsa kala jaadu kar dia hai usne tere upr"

"Ammi usne khuch nh kia hai pr ek baat aap meri gaanth baandh le ki mein mohabbat krta hu usse, kisi ko pasand aaye ya na aaye pr sach yahi hai"

A loud slap echoed in the Siddiqui house followed by a few gasps.

" Aftaab ji" Farah yelled coming in between the father-son duo, Siddharth looked into their eyes with hurt, never in his thirty years old life, had his father raised his hand to him but today for the first time he slapped him shattering his heart into pieces, he expected them to understand him, his condition.

" ye sb toh nh sikhaya tha humne, ki kisi ghair ladki ke ghr raat guzaro, bhut nirash kia hai tune sidharth bhut zyada, kitna naaz tha mujhe tum par, ki mere beta khuch glt nh karega,"

" ye baat ish kamre se Bahar nh jaani chiye aur meri thodi bhi fiqar karte ho na toh ush ladki se apne har ek rasta alag krlo, yahi tumhare liye bhi aur ish ghr ke liye bhi sahi rhega" Aftaab declared eyeing Farah and Amal.

" tum theekh ho" Amal asked after a while seeing him rooted in the same place.

" stand lelu, apne baare me Sochu??, is it even possible??? Ky for once mein apni khushi ke baare me nh soch skta hu, jahan mujhe badle me khuch na dena pade, I did everything according to them, everything, foreign mat jao yahan tumhari zyada zarroorat hai, journalism mat continue kro kyunki ye profession time consuming hai, shadi krlo, bacha karlo, and whats not??? Isse milo, inse mat milo, ye karo, woh kro, aakhir aadmi kare ky??" he vents out.

" mujhe nh pta tumhe ky karna hai par jo dil kahe, jo tum caho, jisse tumhe khushi mile woh kro, humesa dusre ky chahte hai even humare parents ky chahte hai matter nh karna chiye, sari life aise mar mar ke katni hai ya jeena hai depends on you"

" why so sudden change??" he questioned.

" don't worry, mera bhi benefit hai, mein bhi ish shadi mein nh reh skti hu aur tumhare saath itne saal reh lia wahi kaafi hai"

"Sidharth pani" she offered, he denied taking a deep breath and went out of the room with his keys, he needs some answers to decide his next steps.

" Apko jawan bache par aise hath nh uthana chiye tha Aftaab ji, pyar se baat krke bhi smjhaya ja skta tha"

" khuch cheeze sirf lafzo se smjh nh aati" he replied.
**********
" good morning sir" the office employee greeted him, he paced hastily towards the fresher's section.

" Nadia where is shehnaaz??" He questioned tapping his fingers on the desk continuously while waiting for her answer.

" I am asking something Nadia, where is shehnaaz??" she flinched standing on her sit.

" si.....r...shee....is..their"

"Sir ky kar rhe hai hath chore sb log dekh rhe hai please" Shehnaaz requested however he didn't pay any importance to her words.

MERE MEHRAM (completed)Where stories live. Discover now