Ch-25

2K 305 38
                                    

" mujhe nh pta tha apko baarish itni pasand hai" Shehnaaz said seeing Sidharth sitting on the stairs with his eyes closed feeling the small droplets of rain on his face, the sweet earthy smell, the cold breeze making him feel relaxed...Rain..the perfect four-letter word that possesses the power to make each and everything beyond beautiful.

" Mujhe bhi nh pata" he answered lost in the thundering sound of rain, he forwards his hand inviting her to sit with him and she gladly took it.

" I am feeling alive like these blooming flowers...Abhi tak syd mein sirf jee rha that as per society norms par pta nh aaj Jo khushi mehsoos ho rhi hai woh kabhi nh Hui...agr woh cafe nh bhi chla na toh mujhe dhukh nh hoga, kyunki woh maine apni khushi ke liye kia hai, kisi ke kehne pe nh...pta hai maine kabhi baarish ko aise sukoon se beth kar nh dekha, syd kabhi mauka nh mila ya ye waste of time lagta tha" he voiced out.

" Par ab humare pass bhut waqt hai har chiz ko sukoon se mehsoos krne ka, ushe enjoy karne ka, pta hai mujhe dar lagta hai aaj bhi, gabrahat hoti hai, bijli ke kadakne se, baarish mein bhigne se bhut dardnaak yaadein judi hai, mujhe baarish humesa se saza lagi hai, par unh sbse mein ladti hu...pehle pehle sirf apk soch kar ladti thi ki..aapne mere liye itna khuch kia hai lekin ab mein khudke liye krne lagi hu, apne aap se pyar karna chahti hu...taaki apse apk jitni mohabbat kr sku," she said smiling at him and stepping hastily towards the small garden.

" hey...what are you doing?? Come back?? Bimar pad jaogi" sidharth shouted.

" sidharth i want to live..with my arms open, without any fear....mujhe zindagi ki chotti chotti khushiyan chiye.." she replied opening her arms, and lifting up her head, he shook his neck and moving forward to join her.

They enjoyed the chilled rain for some time, giggling and laughing at their stupidity, jumping like a child while dancing to the melody of the wind and rain.

" yeh bache bhi na bilkul pagal hai, dekhe toh kitni thandi barsaat mein bheeg rhe hai" Mrs. Ahluwalia said.

" oh koi nh jawan hai dono, or yahi toh chotte chotte pal hote hai jo humesa yaad rhenge," she nods smiling at them.
************
" mein zaldi se cahe bana deti hu pta chle ki opening se pehle owner hi bimar pad gya" shehnaaz said after changing her clothes.

" bilkul nh, pehle apne ye baal sukao, cahe mein khud bnaa lunga, tum mujhse zyda zaldi bimar hoti ho"

" par mein kar loongi aap te..." he stares at her raising his eyebrows and challenging her to complete her sentence.

" theekh hai mujhe ky, bana le lekin haan cahe patti zyada mat daalna, aap bilkul kadwi bana dete ho, aur pani bhi kam mujhe dudh wali cahe peeni hai, paani wali nh" she stated.

" Ok, tum dekhna mein kitni achi cahe bnata hu," he said raising his imaginary coller.

" shehnaaz yaar ye dudh konsa lena hai, patile wala ya mug wala" he yelled from the kitchen.

" mug wala woh kacha dudh hai maine especially cahe ke liye rkha hai" she replied switching off the dryer.

" shehnaaz cahe ka patila kaha hai" he said searching it in every cabinet.

" woh left side se second cabinet mein hai"

" Yes found it" he shouted.

" Shehnaaz?????" before he could speak further, she comes and stands in front of him staring at him with annoyance.

" mein khud bana loongi aap jaye" she said.

" kya yr mein bana toh rha hu" he answered.

" haan bhut achi tarike se"

" ab itni help toh kr skti ho na, and it's your mistake tumne hi saari setting change ki hai" he said in his defence.

" haan sb khuch bhikra rehne du, ghar set na kru"

" ab maine aise nh kha, you come here," he said pulling her with him, lifting her slightly he made her sit on the slab and peck her lips making her blush.

" Ab tum mujhe guide karti jao and I will make perfect cahe for you my lady"

" itna pani theekh hai, hena??" he asked showing her, she nods.

" ye rahi adrak, chinni aur cahe patti" shehnaaz giggled at his cute antics rubbing her hands together.

"Where are my chocolate cookies??" he asked after a while pouring tea in cups.

" wahan upr wale cabinet mein,"

" yahan bhut sare hai which one???"

" that cute pink one," she said pouting slightly.

" oh it's so delicious," he said like an excited child who is getting his favourite candy after so much time.

" chliye mam, ish naseez ne apk liye apne khoobsurat haathon se bhut zyada tasty cahe bnai hai,"

" thank you so much Mr. Siddiqui, tasting ke baad batayenge kesi bni hai" she replied flipping her hair.

"Kesi hai???" he asked impatiently.

" bhut achi"

" after all I am a good tea maker" he praised himself making both of them laugh.

" sidharth....." she called him with uncertainty in her voice, he pulls her chair near him.

" mein ye sb..i mean it's going to be hectic, maine kabhi itne logo ke liye nh bnaya" she voiced out.

" but I know ki tum kar logi, aur avy hoga na tumhe guide krne ke liye and mein bhi wahin toh rhunga" he said squeezing her hand.

" Yeah I think so"
***********
" apk beti ne humare pure khandan ki naak katwa ke rkh di hai, ye tarbiyat ki thi aapne apni beti ki, na kabhi apne sohar ko khush rkh paayi na apne sasural walo ko, Humare khandan ki auratein aaj tak court tak nh phuchi thi aur woh court mein apne khud ke sohar ko talaq de rhi thi, yeh nh btaya apne ammi ki ye hq mardo ka hota hai" khalid stated.

" Mardo ki zimmedariyan toh aur bhi bhut khuch hoti hai, lekin tum jaisa shaksh woh kabhi smjh nh payega, koi mard apni biwi ke upr haath nh utatha aur na hi apne bache ko marta hai" Nusrat yelled at his face.

" Nusrat ji chup ho jaye" her husband said.

" aaj mein chup nh hongi, maine pehle hi bhut gltiyan ki hai, lekin ye kis haq se hamare ghe aaya hai aur meri tarbiyat pe ungli utha rha hai, aap to pta nh khuch bolenge ya nh agha ji, apk dhamkiyon ki wajah se aaj tak mein chup rhi hu, apni beti ki aizyat dekh kar bhi andekha ki hai par ab mujhe koi frq nh padta bhle hi aap mujhe talaq kyu na dede"

" Aur tum yahan se niklo warna maine police bula leni hai" she threatened him, he moves towards her and slapped her hard making her stumble.

" Mujhe aurton ka itni tez awaz mein baat krna pasand nh hai...aur yaad rkhiye apk beti ko toh mein aise maut doonga ki jo ladkiyan ye glti kare unki rooh kaanp jaaye" agha ji pushed him to side with all his power but he didn't budge.

" jaa rha hu, apko khuch nh khunga, aap ache baap hai apni beti ka ghr bachana chahte the ushe smjha bhuja ke par woh hi bachalan nikli toh Ky kre...par aap chinta mat kijiye ek baar mere haath aa jaye mein usko sari gltiyon ki saza de doona, tab tak aap apni biwi ko smbhale," he said before leaving.

" aey mere khudaya ye maine ky kar dia....ky kar dia ye maine" he cried slapping himself.

" ab rone se ky hoga gunehgaar toh hum bhi barabar ke hai na, kitni daffa usne btaya, usne kha lekin apko sirf samaj ki chinta thi, sirf samaj ki....allah kare hum jaise maa baap kisi bachi ko na de...kisi ko bhi nh" she said taking her phone and purse.

" mein..bh..i...apk...sath...aata hu..." he whispered, however, she didn't wait for him.
***********
" Farah bibi apk bhut bhut shukriya apne meri itni madad ki, bharosa kre mein apk sukharguzaar rhunga zindagi bhar.."

" Mere bete se tumhara koi raabta nh hoga, tum shehnaaz ko mana lo, usse maafi maango, aur usko apne paas wapis le aao, woh smjh jayegi.." she said while he starts laughing loudly.

" Apko Ky lagta hai mein usse maafi mangna chahta hu, kitni bholi hai aap,  maafi nh, usko uski gltiyon ki saza milegi aur apk bete ne gustaakhi ki hai ushe apne saath le jaa kr...uska bachna toh.......khair thank you...achi khabar sunane ke liye phone krunga"

Do like, comment and share ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

MERE MEHRAM (completed)Where stories live. Discover now