Part 18

4.6K 302 8
                                    

2 days later.

Susheela was in the room. Arranging her clothes in the cupboard.

The maid came inside.

Maid - maalik aapki dawa lene ka samay ho gaya hai.

Susheela didn't said anything and continued to keep her clothes into the cupboard.

Maid - maalkin....

Susheela - tum jao yaha se... Mughe kuch nahi chahiye...

She left from the room.

Pramod entered into the room.

Pramod - dawa kyo nahi khai tune?

Susheela didn't responded to his words.

Pramod - mai kuch pooch raha hu tughse

She still avoided him.

Pramod - Susheela!

She turned and takes another bundle of clothes arranging them.

Pramod didn't said anything more and just went out.

At night.

It was raining hard. Susheela was sleeping and she felt someone laying next to her. His hands were caressing her face.

Pramod - mar jane ka irada hai kya tera?

She turned and sits on the bed.

Susheela - mar to usi din jana chaiye tha... Jis din khareed liya tha aapne mughe.

Pramod - khareed kar laya magar tughe rakhel to nahi banaya maine... Tughse biya karke patni ka darja to diya na maine.

Susheela - panti...... Kya patni samjha aapne mughe.... Nahi.... 17 baras ki ladki ko khareed kar... Us se biya karke... Use dhoke me rakh kar.... Kya hasil kiya aapne mughse.... Kuch nahi... Aur... Mughe kya chahiye kya nahi ye pooche bina mera har faisla aapne liya.......

Pramod - aisa bhi kaunsa gunah ho gaya mughse..

Susheela - mere bacche ne kya bigada tha aapka.... Jo use mughse cheen liya aapne.... Maine mana kiya tha doctor ko... Ki mai nahi giraungi use....... Aur aapne.....are vo jaise bhi hota... Hota to aapka hi khoon.... Kya aapko nahi laga ki ek baar....... Bas ek baar aap mughe kuch bata dete........

Pramod - kya karti tu use jaman dekar.... Kaise paalti tu use....... Vo mar jata paida hokar To aur dukh hota tughe..... Is se Accha pehle hi mar gaya....

Susheela - aur nahi to kya? Aapko kya farak padta hai.... Jaise pehle chitra ne use gira tha aur ab aapne mera baacha gira diya..... Ab mai aapko kuch nahi de pai pai to shayad kisi teesri aurat se to aapko kuch mil hi jae.....

Pramod - Susheela!!!

She stopped speaking and tears dropped from her eyes.

Pramod - mere kisi bacche par sawal nahi utha sakti hai tu! Tune to bas use kho diya.. Maine kya nahi khoya apni biya se.... Jaha mere bacche is Haveli me khelne chahiye the us umar me..... Maine tughse biya kar liya.... Aur apni pareshani ke karan maine apni dusre bacche ko bhi kho diya.... Kyo mughe nahi hua hoga Dard.... Kya mughe nahi chahiye bacche.... Mughe kya fikar thi teri.... Chahta to tughse nahi... Kisi aur aurat se bacha kar sakta tha mai........ Par maine tere liye kabhi kuch galat nahi kiya..... Tughe sirf tera baccha dikh raha... Mughse poocha bhi tune ki mugh pe kya beeti...... Rakh apba Dard apne Paas..... Aur doctor ne bata diya hai mughe..... Tu aage kabhi maa nahi ban paegi...... Tughe aur kahi jane ka shauq ho to bata de..... Tughe kahi bhej  kar teesri aurat le aaunga.

He left from the room leaving her sobbing.

The next morning.

He was checking some important documents.

When she came into the study room to talk to him.

Susheela - aapse kuch poochna tha mughe?

Pramod - hm.... Bol..

He said looking at the documents properly...

She was holding her cries and trying not to cry in front of him.

Pramod - jaldi bol!

Susheela - aap........ Aap... Sach me bhej denge mughe kahi aur koi le aaoge...

Pramod - hm....... Soch to raha hu......... Tu bhi bata de.... Kaha jaegi...... Kothe pe ya..... Kisi aur paise wale ke ghar jaegi? Bhot logo ko janta hu mai....... Rakh lenge sab tughe............ Jaha jana chahegi... Vahi bhej dunga....

Susheela - par mai to aapki patni hu na........ Aap mughe kiase chhod sakte hai..

Pramod - chitra bhi to meri patni thi...... Par uspar bhi to rehem nahi kiya......... Aur dekh li hai maine koi teesri...... Tughse zyada sundar hai.... Aur umar me tughse thodi badi hai.... Kuch dino me le aaunga use... Tughe aaj chhod kar aa jaunga kahi...

Susheela was crying with hiccups and she ran out of the room. Bursting with tears.

Vote - 35

Thankyou 🙂

Pratha (completed) Where stories live. Discover now