Part 21

8K 334 62
                                    

The watchman came inside to Inform.

Watchman - badi maalkin, maalik ne aapko aur chhoti maalkin ko sath me bahar bulaya hai.. Vo aa chuke hai.

Minkashi - theek hai.

She walked out along with Minakshi.

They saw Pramod coming out of the car with a baby in his arms.

Minakshi - ye kis ka baccha hai?

Pramod - pehle Aarti to utaro iski...

Minakshi came forward taking the thaal. She did the Aarti blessing the newborn. She also painted her foots with aalta and took her footprints on a clean cloth.

Susheela - ye kis ka baccha hai?

Pramod - baccha nahi bacchi.. Aur ye hamari bacchi..

Susheela - hamari bacchi...

Pramod - ha... Ab tughe bhi tu hamara ek baccha chahiye tha na... To dekh... Ye teri hi to beti hai...

She came forward looking towards the baby. She was sleeping in his arms.

Susheela - hamari bacchi?

Pramod - ab tughe aur kya chahiye tha... Mil gaya na tughe?

She holded the baby carefully into her arms.

Pramod - ab Ander lekar ke ja ise...

She went inside with the baby.

She couldn't belive that he literally adopted the baby for her. She beame a mother of this beautiful baby today.

At night when Pramod came to her room. He heard the baby giggling as Susheela was playing with.. She was trying to catch her long hairs into her tiny hand.

Pramod - thodi der ke liye mughe bhi khelne de iske sath...

Susheela got up but the baby fisted her hand into her tiny fist.

Susheela - are baal to chhod mere...

The baby started humming and playing with her hairs.

Susheela laid back and pramod came next to the baby. He kissed her forehead.

Susheela - aapne kuch bataya nahi tha.

Pramod - are to bata kar kya karta mai... Vaise bhi dhindora peetne se to behtar tha.... Hamari bacchi ko kisi ki nazar lag gayi to?

Susheela - nazar to ab bhi rakenge sab ispar...... Sawal hi khatam nahi honge sakbe.....

Pramod - kaise..

Susheela - jab sabko pata hai... Ki mai pait se thi hi nahi.... To sabko yahi to lagega... Ki kaha se aai bacchi.......

Pramod - log to tab bhi bolte the na... Jab maine tughse biya kara tha.....

Susheela - mai janti hu... Magar ab bhi sab yahi kahenge na.... Pehle patni ko. Khareeda aur ab...........

Pramod - maine pehle bhi kaha tha na... Ki maine tughe khareeda magar tughe apni rekhel nahi banaya.... Tughe apni patni ka darjaa To diya na maine..... Aur jaha tak baat aati hai iski...

He caresses his daughter's little cheeks..

Pramod - maine ise khreeda to bilkul nahi hai... Jo rakam maine iske maa - baap ko di.. Vo us Dard ki rakam thi... Jo iski maa ne seh kar ise janam diya.... Meri saari daulat bhi teri beti ki keemat nahi laga sakti... Kabhi nahi.... Ye ab hum dono ki beti hai.. Kisi ki kya himmat hogi jo vo iski taraf aankh utha kar dekhe.. Tu iski fikar mat kar.. Mai hu na..... Iske sath Hamesha rehne ke liya... Kabhi sath nahi chodunga iska..
Maine bhot afsos kiya... Ki mai........ Kabhi tughe utna khush nahi rakh paya... Jaise is ghar ki ek bahu ko hona chahiye. Meri galati manta hu mai... Ki mughe teri keemat to kabhi nahi lagani chahiye thi......... Uske liye mai aaj tughse maafi mangta hu..

Susheela - aapko maafi mangne ki koi zarurat nahi... Agar aap mughe nahi laate to mughe koi bhi kaise bhi khareed kar le aata... Mai janti hu jo aap mughe nahi de pae vo aap meri beti ko zaroor denge... Duniya ki har khushi...

Pramod forwarded his hand... Tracing his fingers lovingly on Susheela's face.. Making her blush.. Sharing a beautiful eye lock there.
The scene ended..

THE END.

OH MY GOODNESS!!! Maine kabhi nahi socha tha...pratha will be loved this much. I thought it will offend my readers by you all understood my feelings and supported it very well.

Thankyou very very very much everyone ❤️

Pratha (completed) Où les histoires vivent. Découvrez maintenant