Episode 42

858 67 228
                                    

Authors pov
.
.
.
.
The bacha party boarded the plane... Ali and Saad were sitting together...

Zayan, Hamza and Maheen together... Irum, Haider and Aryan were sitting together with Irum in the middle to avoid World War Three on the plane

Hamza was quite cranky as Haseeb gave him his dose in the morning itself and now he was whining to stop these doses...

"bhai ma bata raha hun ma is aeroplane sa kud kar suicide kar lun ga agar ap logon ne mujhay is trip par bhi injections lagai to" he whined while pouting

"Are zarur kyun nahi jao kud jao bs ye yaad rakhna ka agar tum bach gai to Haider and bhaijaan apne hathon sa tumhara qatl kar dein ga" Zayan replied sarcastically

They were bickering... Maheen however was busy with her movie completely ignoring the people beside her

"Yar this is so not fair mein koi shot nahi lug ga wapas ghar ja kar beshak sare aik din ma de dena par is trip par nahi" he huffed

"Hamza yar yeh zaruri ha na... Wese bhi aj to nahi lena na ab kal lena ha" Zayan tried to convince him

"nahi na bhaiiii! Yar apko nahi pata na boht dard hota ha aisa lagta hai koi soo (100) needle aik sath chuba (poke) raha ha aur phir agg (fire) dal raha ha" he explained with a cute pout and frowned eyebrows

"Bs kuch time ki baat ha beta it's better than surgery right?" Zayan asked

"nope! Isse behtar to surgery hi kar lein aik bar jan chuta ya to marun ya in shots sa bachun" he complained

Hamza flinched when Maheen suddenly held his collars and growled in a very angry voice

"repeat what you just said!" Hamza was looking at her with wide eyes while Zayan was looking relieved

Now he does not have to be the monster by whacking Hamza

"yahan hum sab pareshani sa mar rahe hein aur tumhari bakwas hi nahi khatam ho rahi... I understand ka tumhe acha nahi lagta dard hota ha... Obviously, hota hoga sab Irum ki tarhan pagal to hota nahi ha... But kya bar bar marne ki batein karne ki zarurat ha Hamza!" she scolded

"sorry" he pouted

"achar (pickle) bana kar kha lo khane ke sath apna sorry... nahi chaiyhe mujhay koi kism ka sorry... Agar ainda tum na koi aise bakwas ki to phir me tumhe yeh prove kar ke dikhaun gi ka ma Ali khan ki sagi behn hun aur Aghajaan ki sagi poti (granddaughter)" She glared

"Acha na bs karo kya tum itna dant rahi hun ab nahi bolun ga" he replied cutely Maheen shook her head and continued her movie...

"Yaar bhai mujhay Maheen ka sath bethna ha na please ma ap logon ka sath bore hun gi" she whined and Haider glared at her

"Aik dafa ma baat samajh nahi ati Irum keh diya nahi jana to matlab nahi jana yahi chup chap bethe raho," he said sternly

"kya masla ha Haider jane da na" Aryan glared at him looking at a sulking Irum

"Aryan me abhi tujh sa larna nahi chahta is liya tang mat kar... Yeh mere sath hi betha gi iska koi bharosa nahi adventure ka chakar ma aeroplane sa kud jai gi aur kahe gi 'ma to bs dekh rahi thi birds ko kesa feel hota ha mujhay kya pata tha sari hadiyan tut jein gi mere' is liye yeh yahi bethe gi" he mocked at glared at her who pouted

"choro ise Irum hum enjoy karein ga" he tried to cheer her up

"kyu mendak tum mujhay uchal kar Dekhao ga" she taunted and plugged her earphones in turning her favourite movie on

Aryan started at her in disbelief and murmured under his breath "Koi izzat hi nahi ha mere"

The next few hours went by peacefully as Irum watched her move... While Haider and Aryan slept...

Rishton Ki DorWhere stories live. Discover now