Episode 46

842 68 165
                                    

Authors pov
.
.
.
.
Haider woke up around 8:00 and saw Aryan sleeping next to him...

All the events of yesterday played in his mind... He sighed sadly

He knows he should have not said that to Aryan... Especially when Aryan has been the person to support him every time

Always be there for him in the highs and the lows...

He shrugged his thoughts away and shook Aryan who whined and turned the other way...

"Aryan uth!" Haider shook him again... As soon as Aryan heard his voice he came to his senses his sleep flew away...

he sat on the bed and walked to the bathroom without even looking at Haider...

Going in he washed his face, brushed his teeth... He was going to take a shower when he felt extreme pain in his stomach

He ran to the sink when he suddenly felt the urge to puke...

Haider who was sitting on the bed heard a puking sound from the bathroom rushed to it and knocked

"Aryan!" he said Aryan sucked in a breath

"kya h-" Before he could complete he started puking again...

"Tu theek ha? drawaza khol," Haider said worriedly...

"Zinda hun tujhay fikr karne ki zarurat nahi ha" Aryan replied coldly washing his face...

Haider sighed and sat back on the bed... After 10 minutes Aryan came out looking fresh but weak

He completely ignored Haider and walked to the dressing to style his wet hair

"tere tabyeet kharab ha?" Haider asks coming closer to him...

"tujhay kya fark parta ha apne kam sa kam rakh" he replied coldly

"Yar Aryan sorry! Dekh mein us time gussa mein tha mujhay woh sab nahi kehna chahiye tha I am sor-" Aryan cut him off

"Haider sorry mat kar ma naraz nahi hun... Mujhay naraz hone ka koi haq nahi ha... Naraz apnon sa hua jata ha... Mein tujha apna bhai manta tha par mein tera bhai nahi hun... Mein ho hi nahi sakta tera bhai... Aur na hi mujhay pata ha ke behn bhai ka pyaar kya hota, kya feeling hoti ha" he took a deep breath and continued

"Shayad mujhay bhi pata hota ka behn bhai ka pyaar kya hota agar mama ka mischarge na hua hota baba ki death ka stress ki wajah sa..." Haider looked down

"Haider mein janta hun ka mein pehla insan nahi hun jiska baap mara ha... Par is baat sa mera gam kam nahi hota... Aur mere baba-jaan ki to death mere ankhon ka samne hui thi yaar aj tak nahi bhul saka mein... I was just fucking 12 years old koi kese itna zalim ho sakta ha ke aik 12 saal ka bache ke samne uska baap ka berehmi sa katal kar de... Us din pehli aur akhri baar mein na baba-jaan ko dard me rota hua dekha tha... aur woh sab... Unki cheekhein mujhay jena nahi de rahe... Bs tujh sa aik minat karta hun mujhay Baba-jaan ke bare mein ainda kuch mat kehna please" he gulped the lump formed in his throat

Aryan took a deep breath and closed his eyes to control his tears

"Dekh Haider aik insan hone ka nate tujhe bata raha hun... Tuti hui cheezon ko sametna sa khud ko hi chot lagti ha... Is liye na par is sab mein mujhay mere haal par chor de..."

Haider kept looking down to hide his tears...

"mujhay bs kal laga ka tujhay Hamza ko marna nahi chahiye tha woh pehla hi dara hua tha... Anyways mujhay nahi kehna chahiye tha... Mere koi haq nahi ha... But yaar mein us sa wakai pyaar karta hun... But to fikr nahi kar mein ainda nahi kahun ga... Tum us se baat kar le us sa naraz mat hona woh pehla hi boht pain mein ha" Aryan explained

Rishton Ki DorWhere stories live. Discover now