Episode 60 (Nikkah)

1.1K 85 172
                                    

Authors pov
.
.
.
.
The woman took Irum to a separate room for the nikkah after she greeted the guests.

The men were with Aryan at the stage, most of the guests noticed the change in the groom but did not dare to question...

Aghajaan walked to the stage where the rest of the men were, he sat next to Aryan...

"I'm sorry beta mere galti ki wajah sa you and Irum have to go through so much, but trust me if you don't want to marry Irum or like someone else mujhay bata do mein apko kabhi force nahi karun ga, I don't want to repeat the same mistake," Aghajaan said in a guilty voice

"Aghajaan" Aryan hugged him and placed his head on Aghajaan's chest taking comfort, he always felt like his father was hugging him when he hugged Aghajaan

"Aghajaan please yeh keh kar mujhay sharminda na karein, mein Irum sa shaadi karne mein kush hun ap kyu fikr kar rahe hein, aur Jo sab hua us mein apki galti nahi thi apne Irum ko kabhi force nahi kiya woh khud hi sab karti gai, par uska point of view galat nagi tha woh sab ki muhabat mein apne ap ko qurban karne ka liye tayar thi, lekin jo hua so hua ab is sab ko mat sochein" Aryan said softly

Aghajaan smiled with tears and kissed Aryan's forehead creasing his face, he gave Aryan a whack making him jump out of his embrace sulking

"Ow aghajaan" he whined Aghajaan chuckled he didn't hit him hard but being a retired major general his slow hits were hard as well...

"Ali idhar ao" Aghajaan turned to face Ali who was standing behind them staring at them all with affection

"Ge Aghajaan" Ali sat next to Aghajaan who firmly patted his shoulder

"Hum sab yani mein Hassan aur Haseeb na decide kiya ha Irum ka nikkah ap parhao ga" Aghajaan dropped the bomb on Ali...

Ali immediately stood up and shook his head making them all stare at him as he never denies anything Aghajaan says "I'm sorry aghajaan mein yeh nahi kar sakta" he said looking down at his feet

"Kyu?" Aghajaan asked softly as knew why Ali was denying

"Mein Irum ka cousin hun, abhi uska bhai, baba aur dada even chachu sab hein mera koi haq nahi banta ka uska nikkah parhaun" Ali replied calmly looking at Aghajaan

"You don't want me to bash you in front of the guest do you, Ali?" Hassan asked sternly, Ali just bowed his head down not responding

"sab sa pehli baat Ali you are NOT just Irum cousin tum sab bachon, including Irum ka bhaijaan ho, You didn't get the title just because you are the oldest you got it because you earned it, ham sab shuru sa dekhta aein ha you've loved the kids more than anything else, apne unko apne behn bhai nahi balke bachon ki tarhan rakha ha"

"Mere is duniya mein zyada din nahi reh gai aur aik na aik din hum sab bare is duniya sa chale jein ga, mein apko sab bachon ki zimedari dun ga kyu ka I know ap sa behtar koi nahi sambhal sakta inko, Hassan na khud mujhay kaha ha ka ap nikah parhao ga, mera bhi yahi irada tha aur rahi baat bhai ki to Haider apko koi masla ha?" Aghajaan who was saying sternly turned to Haider and asked

"Aghajaan yeh puch kar mujhay sharminda na karein mere liye bhaijaan mere jaan sa bar kar hein, aur bhaijaan ka hota hua mera koi haq nahi ha yeh nikah parhane ka, Irum ka bare bhai ha bhaijaan sab sa pehla haq inka ha" Haider replied respectfully looking down

"Shabash" Aghajaan praised Haider who smiled softly

"Done ho gaya, ab jab mera nikah hoga na tab mera nikah bhi bhaijaan parhaein ga," Hamza said excitedly, smiling nonstop

They all looked at him weirdly making Hamza pout "Kya ha? Woh Irum ka nikah parha sakte to mera kyu nahi so not fair yar ap logon ka double standard boht hein" Hamza whined

Rishton Ki DorWhere stories live. Discover now