Chapter 19

282 25 40
                                    

Recap - Nasir khan has called aalim and asked if gulnaaz was with him.

Nk - vo gaddar gulnaaz siddiqui.

Abhi - kya??

Nk - haan, aap jahan bhi hain, turant Pakistan me waapis aaiye, aur dhyaan rakhiye ki uss gaddar ko pata na chale ki hamari baat hui hai.

Abhi - pehle aap naaz ko gaddar bulana band kijiye aur bataiye hua kya hai.

Nk - uska waqt nahi hai Mr. Ali, aap bas jald se jald pak pahuchiye. Pakistan zindabaad.

(Cuts the call)

Aalim's pov

Ye abhi just kya hua? Naaz aur gaddar? Kuch bhi? Aisa kya kiya hai naaz ne? Kya ye sab sochne ka abhi mere paas waqt hai, hey bhagwan, bas naaz koi khatre me na ho.. Vaise vo gaddar to ho hi nahi sakti, tej sir ek city me do indians ko nahi bhejte... Lekin ho sakta hai vo pakistani hi ho lekin paison ke liye.. Nahi nahi, what am I thinking.. But mujhe shaq ke daayre se bahar rehna padega aur turant islamabad jaana padega.

Pov ends.

Aalim goes to naaz and tells her that the army needs him urgently so they need to go back to Pakistan. Gulnaaz agrees without any hesitation as she never even wanted to come to maldives anyways.
They book the very next flight back to pak. In the whole way aalim can't wrap his head around the 3 words Nasir khan said. "Gaddar Gulnaaz Siddiqui" He can't imagine naaz betraying Pakistan as to him, she was the most devout Pakistani to ever exist.

They reach pakistan after about 5 hours of flying. As soon as they step out of the airport, they see 5-10 army men pointing their rifles at them. Soon enough Nasir khan arrives and asks aalim if he was okay.

Aalim - mai theek hu par abhi yahan kya ho raha hai koi mujhe batayega?

Nk - sab pata chalega, afaq 👏

Afaq (an army man) comes and seperates aalim from gulnaaz. She looks absolutely confused at whatever is happening.

Nk - to itni badi gaddari karte hue thodi haya (sharam) tak nahi aai aapko? Mrs. Gulnaaz..

Gautami is absolutely crushed from inside as she heard this but she didn't let this overpower her expressions. She asked with the most subtle expression.. "Kya"

Nk - masoom banne ka natak naa hi karein to acha hai, itni bewafai, aapse ye bilkul expected nahi tha..

Gk - sir aap ye kya keh rahein hain mujhe kuch samajh nahi aa raha hai, kaunsi bewafai, kaunsa natak??

Nk - acha, abhi batata hu..
(He forcefully grabbed her hand and dragged her to the jeep made for criminals to sit in, he forcefully made her sit there.

Aalim - sir ye kya kar rahein hain?? Leave her please.

Nk - janab, aap jaante nahi ki aapki begum ne kya kiya hai, unne apne mulk aur aapke, dono ke saath bewafai kari hai.

Abhi - kya?

Nk - aap bas chaliye hamare saath.

All of them went to the ISI bureau, and then into the confession section.

They pushed gulnaaz to the main confession seat meant for criminals. As they pushed her, she lost her balance and was about to fall, but then aalim stopped her from falling by holding onto her shoulders.

Aalim (with a tone of anger) - bas janab, itni badtameezi theek nahi hai, ye koi tareeka hai kisi aurat ke saath baat karne ka??

Nk - afaq..
(I hate this afaq now)

Afaq then seperates aalim forcefully from gulnaaz in which he accidentally scratched his palm.

Gk - ye kya kar rahein hain aap log, aapko mujhse dikkat haina, to mujhse baat kijiye, aalim ko chot mat pohochaiye.

A known stranger | Ft. Abhyutami Where stories live. Discover now