𝟒𝟕-𝐅𝐀𝐌𝐈𝐋𝐘 𝐓𝐈𝐌𝐄

3.5K 228 5
                                    

AMAYRA'S POV:

I woke up early in the morning only to find myself in my room. I got up and rubbed my eyes to get a clear view. "Mein yaha kese? Mein toh kal apne sangeet mein thi?" I said while talking to myself.

I got up from the bed and went to the washroom to do my morning routine. I went downstairs and there I saw mumma papa and Mihir were talking to each other. "Aa gai kumbhkaran" Mihir said I just glared at him. "Mumma kal hum sangeet mein the na? Mein room mein kese ayi?" I asked her. "Yeh dekho. Aree beta ab toh sudhar jaa shadi hai kal tere. Sasural jane wali hai. Kal raat itni bhi kya thak gayi thi ki terko kuch yaad hi nai hai." Mumma said.

"Aree mumma bolo toh sahi hua kya hai?" I asked her. "Kal raat tu wahi Rudra ki god mein sir rakh ke so gayi thi. So he insisted that he'll drop you home while you were sleeping. Woh bechara terko har jagah utha utha ke chala hai." Mumma said.

"Haye ni... kisi ne mujhe uthaya kyu nai???" I said. "Terko ayi thi mein uthane tu uthe tab na. Aur phir Rudra ne kaha ki koi ni isse sone do mein isko safely ghar drop kar dunga." Mumma said.

"Ohh okay.. anyways maa bohot bhuk lagi hai kuch bana do." I said. "Nashta bana hua hi hai. Tu Beth mein leke ati Hu" she said.

I sat near papa and kept my head on his shoulder. This is my last day in this house. I'll be leaving tomorrow. I'll be starting new life. "Papa mane bikh lage che." ( papa im scared. ) I said. "Kyu? Kya hua.?" He asked me. "I don't know kal se aap log nai honge mere ass pass waha sab naye log honge. Mein toh uske relatives ko zyada janti bhi nai Hu. Pata nai sab kese hoga." I said. "Idhar dekh bache... tujhe pata hai tere mumma bhi ese hi nervous thi. Jab uska first day tha shadi ke baad usse tab khana bana bhi nai ata tha but I was there with her. To help her. Ha usse starting ke kuch din usse thoda ajeeb sa lag sab kuch but then woh bhi family mein involve ho gayi. Ab tu soch humari arrange marriage ho kar bhi hum ne ek dusre ko apne nervousness mein sambhala toh tum dono toh ek dusre se pyaar karte ho. Mein janta hu Rudra tumhara humesha khayal rakhega and uski family tumhe kabhi bhi akela feel nai hone degi." Papa said.

I smiled and looked at him. "Thankyou papa." I said. Just then mumma came with a plate in her hand. "Yeh le tere favourite pasta banaye hai." She said. "Idhar aa mein khila deti Hu tujhe." She said. "Maa jab kehti thi khila do tab toh aap kehti thi 6 mahine ki bachi nai hai khud Khao. Toh ab kyu khila rahi ho" I said while chuckling. "Kyuki kal mere beti ab jaa rahi hai." She said while trying not to cry but she failed. I just hugged her even I had tears in my eyes.

"Aree Bas bas beti ko ro ke thodi na vida karna hai." Papa said. Mumma nodded and continued feeding me. Papa also started feeding me. "Yeh sahi hai bhai sari attention sirf usse mujhe kuch nai?" Mihir said.

"Saale ab toh sari attention tere hi hone wali hai." I said while looking at him with teary eyes and slightly smile on my face. He just stood up and came near me to hug me. I hugged him back and rubbed his back. I could feel he was crying. "Chal Bas kar ab.. aur vada kar tu mummy papa ka khayal rakhega. Tujhe ghar ke kaamo mein puchne ka waqt nai mila isliye ab bata tu inka call kyu nai utha ya tha? Inse itna dur ese kyu chala gaya ?" I asked him.

"Di woh.. aap chali gayi thi na ghar se... mera maan nai lag raha tha. Kahi na kahi I blamed them ki inhone apko roka bhi nai. Bohot akela sa lagta tha ghar mein." He said while wiping his tears. "Aree pagal ab jab mein sasural jaungi toh waha bhi tu saath ayega kya ? Ab mera woh bhi mera ghar hai. Ab mujh pe kisi aur ke maa papa ki aur family ki responsibilities bhi hongi. Har waqt ab mein tere saath nai reh sakti na. Iska matlab yeh thodi tu inko chodke chala jayega. Inke liye ab tu hi ek sahara hai. Ab inko tujhe hi sambhal na hai inki davai inka khayal sab tujhe dekhna hai. I'm not pressuring you. But atleast don't leave them again like this." I said.

HER Special WISH Where stories live. Discover now