Chapter 12

680 54 13
                                    


Karishma : nahi pushpa ji hame yaad hai us waqt ham aur madam sir...

Past : 

As every case was given by haseena... The case was solving by haseena and karishma singh...

And they where investigating the case by wearing normal dress...

They were coming out from the ivf hospital but as they reached...karishma singh became unconscious...

Haseena : karish..karishma singh... Karishma .. Kya hua hai apko..

She helped karishma singh.. And the all the staff members helped her to the strecher.. And took for the check up..

Haseena was waiting for the doctor, and after 10 minutes... The doctor came to haseena...

Doctor : ji.. Toh ap koun hai patient ki..

Haseena : ji doctor ham haseena mallik hai.. mahila police thana, Janpath, lucknow.... Karishma singh hamari junior hai aur saath mein woh hamari achi dost hai...

Doctor : acha thekke phir.. Ap inka khayal rakhiyega.. Aur ine chutti dede... Inhe aram ki bahut zaroorat hai.. Is halath mein kaam zyada mat de...

Haseena : is halat. Mein... Kis halath mein..

Doctor : are ha sorry woh.. Apki junior.. Karishma pregnent hai...

Haseena : KYA...!!.

Doctor : ji bahut mubarak... Aur waise bhi inhe 5 weeks hogaye hai.. Bas inhe aram karne ko boliye...

Haseena : ji doctor bahut bahut shukriya....  Ham batate hai unhe aur ham zaroora chutti denge...

By saying this she ran to the door... And saw that karishma singh was removing the drip.. And was scolding the nurse...

Karishma : amma... Topa ho tum... Ham bilkul theek hai... Nikalo ise warna ham tumko hospital se nikal denge...

Haseena laughed... Nurse was saying but haseena stopped her..

Haseena : ap jaiye.. Nurse ham baat karte hai..

Nurse : ji madam..

By saying this she went out side and she came inside of the cabin.. And sat on the stool.. Which is opposite to the bed...

Karishma : madam sir.. Ham ko ghar jana hai.. Yeh sab ka hai...

Haseena : karishma singh ab apko apna double khayal rakhna hoga.. Kyu ke ap mein ek choti jaan hai...

Karishma : ka.. Jaan madam sir ham samjhe nahi...

Haseena : karishma singh ... Pushpa ji ka armaan pura hogaya...

Karishma : pushpa ji ka armaan madam... Kaaa... Ham.. Ham..

By saying this she stopped talking and kept her hand on her stomach and her eyes filled with tears..

Haseena also had tears in her eyes... And she nodded her head ...

They hugged each other and cried... As this was the news as every woman will dream of .. Their child.. Their little bundle of joy..

They separated and took deep breathes.. And smiled..

Haseena : waise ham khush hai ki pushpa ji ka armaan pura hogaya..

And karishma singh digged her head more as she was shy.. And also embrassed..

Haseena : Acha.. Chale phir ap ghar jayye aur ham jate hai... Ap aram kare.. Aur kal se apko kaam par ane ki zaroorat nahi.. Doctor ne kaha hai ki 5 weeks hua hai.. Aur apko aram karna hai..

He or He  (Possessiveness vs Possessiveness) ✔️Where stories live. Discover now