KPKT 3

3K 243 12
                                    

Asani se toot jaau, woh insan thodi hun,

Sab ko pasand aa jaau, chai thodi hun..

__________________________________________________________________________

Karishma back to MPT, on lunch time, she seated on her respective chair, & she rested her head on chair head rest with closing eyes, Pushpa ji comes to her chair, & says- chalo khaana khaane..

Karishma open her eyes & seated proper on chair, & says with smile- nahi bhookh nahi hai, aap khaa lijiye..

Pushpa ji says with concern tone- arye aise kaise bhookh nahi, dekho hum tumhare liye, tumhara favorite khaana laaya hai, woh tumhe tikhi aalo ki sabji pasand hai, na toh woh lekar aayi hun..

Karishma says with less interested tone- nahi khaana hai, bol diya na ek baar, aap jaa kar khaayiye..

Pushpa ji asked with little more love- thoda sa toh khaalo, humare liye, aur waise bhi subhe bhi tumne kuch nahi khaaya hai, chalo..

Karishma getting up from the chair with irks face & says with irks tone- ek baar bola toh samjh nahi aata hai, aapko, aap na jaada humari maa bannane ki koshish naa kijiye, humari junior hai, junior ki tarah rahiye..

Haseena looks that, & she comes to near them, Pushpa goes to open her mouth, but Haseena says with anger- yeh kya tarika hai baat karne ka, yeh aapki maa ki umar ki hai aur aap innse aisi baat kar rahi hai, maafi maangiye abhi, aur issi waqt Pushpa ji se, nahi toh..

Karishma look to Haseena with the layer of anger & asked- nahi toh kya maddamsir, suspend karngi aap yaa transfer kar dengi, ek kaam hi kar do, mujhe na iss naukri se hi nikal do..

Haseena not say a word, she only looks to Karishma & her anger, & Pushpa ji says- Karishma madam aap yeh kya bol rahi hai, aise koi baat karta hai aapne senior se, maafi maagiye..

Haseena cut Pushpa ji in mid & says- nahi Pushpa ji, innhe aapse maafi maagni chahiye, naa ke humse..

Pushpa ji try to save Karishma & says- madamsir innki koi galti nahi hai..

Haseena didn't look to Pushpa ji & she says with stern tone to Karishma- maafi maagiye Karishma singh, Pushpa ji se abhi, issi waqt, nahi toh aapko 2 din ke liye suspend kiya jaayega..

Karishma control her anger & says to Pushpa ji- maaf kijiye Pushpa ji humein, & she let down her gun & belt on table..

Pushpa ji asked with confusion to Karishma- yeh aap kya kar rahi aap Karishma madam..

Karishma smirk & says while look to Haseena- bas order follow kar rahe hai madamsir ka, & she walks from there..

Haseena not understand her behavior, & in Pushpa ji mind- yeh ab kaha par jaayegi, kiu aise pange le leti hai, aaj kya phir se phone aaya tha kya..

Haseena break the thoughts of Pushpa ji- Karishma singh aisi hi hai kya, batamiz, aur batdimag, haar baat ko woh unnka hi koi matlab nikalti hai..

Pushpa ji says with soft tone- bilkul nahi madamsir, karishma madam aisi nahi hai, woh dil ki bahot saaf hai, lekin unnki sirf ek baat bahot jaada buri hai..

Haseena- aur woh kya hai..

Pushpa ji- agar kisi baat ko naa bolti hai, yaa haan, toh woh baat akhir tak waise ki waise hi reheti hai, aur humari galti thi, unnke naa bolne ke bawajood, humeine zidd ki..

Haseena shook her head little with stern face, & Pushpa ji walks from there..

At the lunch table, Pushpa ji take a seat, & Santu asked- arye Pushpa ji aap toh Karishma madam ko bulane gayi toh akeli hi aagayi, kaha par hai karishma madam..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now