KPKT 139

1.2K 163 9
                                    

Haseena check the time, while her eye sight catch the man walking towards the table, she getting up from the chair with shocking face, & mumble the name- Utam uncle..

Utam come near to the table & says- baitho beta..

Haseena asked with little doubtful tone- aap yaha par..

Utam take a seat & says- humein hi tumhe bulaya tha..

Haseena seated on chair with shock & she says- aapne humein marne ki..

Utam shook his head & says- haan, humein tumhe marne ki koshish ki thi..

Haseena asked with disbelief tone- aap toh humare aur Karishma ke rishte ke liye maan gaye the na, phir aapne aisa kiu kiya..

Utam sigh & says- ji, jo kuch aap bol rahi hai, woh sahi hai, humein, humari beti ka pyar mile issliye hum uss waqt ke liye maan gaye the, aur tab humein wahi sahi laga, aur uss wajah se humein aap doono ke rishte ke liye maan gaya, aur tab se humara aur Karishma rishta thik ho gaya, lekin hum jitna humari beti se pyar karte hai, usse kahi jaada hum humare khursi se pyar karte hai, humari pratishtha, humare usool, aur humara darja, bahot jaada mayane rakhta hai, aur inn sab mei humari khud ki beti ek ladki se pyar karti hai, yeh baat agar humare banaye huye samaj mei phaile jaati toh hum sab kuch khoo dete, ek hi pal mei, iss liye humein aapko maarne ki koshish ki, humein laga tha, aap maar jaayengi toh sab kuch badal jaayega aur hum Karishma ki shaadi kisi ladke ke saath kar dete, lekin aap bach gayi, humein jo kuch bhi kiya woh sab beti ke pyar ke liye aur humare khud ke sawrth ke liye kiya, lekin humein jo kuch bhi karne baad, ek baat ka ehasaas hua, ke humari beti kuch bhi nahi hai aapke bina, usski jaan aap mei basi aur yeh baat khud ki beti ko pal, pal marte huye dekha tab jaa ke samjh aayi, ke hum uss waqt kitne galat the, aur kitne uss khursi ke liye hum, & he stop in mid..

Haseena look to other side with the brim eyes, & she sighs, & she asked him with stern tone- aaj aap yeh sab confessed kiu kar rahe hai, & she look him..

Utam- kiu ki hum nahi chahte hai, aapki jaan iss baar sach mei khatre mei ho aur jo humein humari beti ki halat dekhi hai, jab aap uss bed par thi, aur usske baad aapne usse nahi pehchan tab humein dekha hai Karishma ko, aur iss baar aapko kuch hua toh, hum khud humari beti ko uss halat mei phir se nahi dekh sakte..

Haseena control her all emotion's & says- aapko pata hai, Karishma na aapse aur amma se bahot jaada pyar karti hai, woh aise bolti hai nahi, lekin jab bhi aapke baare acchi baat news mei aati hai na, toh ek abhiman hota hai unnke chehre par, agar galati se unnhe yeh baat pata chali, ke aapne uss waqt badlne ka natak kiya tha, toh uss baare mei aapne socha hai, ke woh kya kar sakti hai, aur aapne humein maarne ki koshish ki hai, yeh baat agar unnhe pata chali toh kya hoga, kuch socha hai aapne uss baare mei..

Utam quickly says with upset mind- nahi, nahi, iss bare mei aap usse kuch nahi bolengi, hum sab kuch sehen kar sakte hai, lekin Karishma ki nafrat nahi, aap usse kuch nahi bolengi..

Haseena gulping her throat, & says- hum bhi nahi chahte hai, Karishma iss wajah se aapse nafrat karne lage, aur hum Karishma ko nahi bolenge kuch bhi, aur unnke kabhi nahi chodnge, kuch bhi ho jaaye, aapki khursi, aapka samaj, aur jo kuch bhi hai aapka, usse naa humara yaa Karishma ka koi matlab nahi banta hai, aur hum ab toh Karishma ko chodkar kahi nahi jaayenge, aur naa woh humein, aur hum bhi abhi yahi umeed karte hai, ke aap aisa kuch nahi karnge, jise Karishma ko takleef ho..

Utam shook his head & says- hum aisa kuch nahi karne..

Haseena goes to open her mouth, & she look Karishma, who stood little far from the table, & she getting up from the chair, & says- aap yaha par kya kar rahi hai..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now