KPKT 169

1.3K 147 9
                                    

"kabhi, kabhi, humein ek baat badi ajeeb lagti hai" Haseena says to Karishma, who seated beside eachother, Karishma's head on Haseena's shoulder, & Haseena's head touching Karishma's, both legs in to the swimming pool, wine glasses are half..

Karishma not look to Haseena & asked with smooth smile- konsi baat..

Haseena says with warm smile- hum jazbaat wale hai, aur aap bhari huyi bandook aur hum doono phir bhi ek saath kaise..

Karishma made her face confused with smile & she look Haseena, who busy with wine glass, who gulping last sip of wine from her glass, & Karishma dig her index finger into the arm of Haseena, Haseena look Karishma while last half sip of wine, & Karishma made her face with the gesture 'want the last sip', Haseena look the glass of wine & she forward it to Karishma, Karishma take the glass of wine with warm smile & says- kisine toh kaha hai, opposite attracted, & she sip the wine..

Haseena look to Karishma with half sleepy eyes & says- hmm, toh hum aapke saath nahi the toh, humari kitabe padhi gayi hai..

Karishma smash her lips on Haseena's cheek & says- kiu ki unn sab kitabon mei humein humesha aapka ehasaas mila hai aur saath mei aapki pyar ki Khushboo, jab aap hospital mei thi na tab humein aapke saath rehna accha lagta tha, lekin aapko uss halat mei dekhna pasand nahi tha, toh uss wajah se aapki kitabe padhna shuru kiya, aur unn sab mei humein aapka ehasaas milne laga..

Haseena asked with sad irks tone- aap kiu woh sari baatein abhi nikal rahi hai, hum doono yaha par woh waqt beetane aaye hai, jo ke hum doono waha par nahi beeta pate hai, aur aap hai ke ab woh saari baatein nikal rahi hai..

Karishma says with soft tone- sorry biwi..

Haseena smile with winning gesture & says- hmm, yeh huyi na baat, aage se ek baat yaad rakhna..

Karishma look to Haseena with confusion & asked- aapko jaada chadhi toh nahi hai..

Haseena look to Karishma & gives kiss on head of Karishma & says- hum woh biwi banenge jo kabhi kisi bhi baat ke liye sorry nahi bolne wale hai, aur aap woh biwi bonogi, jo sahi ho kar bhi galat hogi..

Karishma says with sweet irks tone- aap thana mei bhi humari baat ko badal deti hai, aur ghar par bhi, kahi toh humari baat maaniye, har jagah par aap kaise sahi hogi..

Haseena think for a while & says- thik hai, thana mei hum sahi hoge aur ghar par aap galat..

Karishma shook her head with innocence & Haseena smile smoothly, & asked- nind nahi aa rahi hai..

Karishma says with soft sad tone- hum chahte hai, yeh raat hi khatam na ho..

Haseena keep her hand on Karishma's, who griping her both hands around Haseena's arm & Haseena asked- kiu..

Karishma look to Haseena & says with pouted tone- phir na jaane kab humein yeh wala waqt phirse mile na mile..

Haseena shook her head & says with soft tone- hmm, yeh bhi baat sahi hai, lekin yeh wala waqt humein mile bhi nahi toh bhi chalega, lekin hum doono ko, hum doono ka saath humesha mile yahi hum chahte hai, aur kuch nahi, aur waise bhi hum doono poore din ki thakkan ke baad, jo kuch waqt ek saath gujarte hai na, woh waqt humare dil ke bahot jaada karib hai..

Karishma kissed on arm of Haseena & says- haan, yeh baat aapne sahi boli, poore din ke baad wali muskan aur saath mei jo ek ehasaas hota hai, woh bahot hi jaada bada hota hai..

Haseena says with smile- chaliye ab, uthiye, bahot jaada chadhi hai hum doono ko..

Karishma says with pouted tone- tch! Thodi der..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now