KPKT 162

1.1K 149 7
                                    

"hello ammi, maaf kariye humein, aapko hum iss waqt phone kar rahe hai, lekin aapne kuch bheja tha kya aaj, innhe chidhane ke liye" Karishma asked with the sad tone..

"nahi toh, kiu kuch baat huyi hai" Noorjahan asked..

"kuch hua toh nahi hai ammi, bas woh kisi ne humare naam par gift bheja hai, aur saath mei humein Karu karke likha hai, aur humein yaad bhi nahi aa raha hai, kisne aisa kiya hai" Karishma says with irks tone..

"Haseena ne jhagda kiya hai" Noorjahan asked..

"jhagad sab ke beech mei hota hai, aur woh na, hum doono agar jhgada na kare toh hum doono ko ek pal ke liye shaq ho jaata hai, ke kahi kuch galat nahi hai, toh hum doono abhi jaan chuke hai kaise ek dusre ka gussa shaant karna hai" Karishma says with smile..

"sunno, humein sach mei aisa kuch nahi kiya hai, shayad koi aur hoga" Noorjahan says..

Karishma says with soft tone- ji, abhi hum rakhte hai, baad mei baat karte hai, & they cut the call..

Karishma says with herself- ammi bhi nahi, amma bhi nahi, aur Pushpa ji bhi nahi, phir hai kon hai isske piche, & she walks into the room, she look Haseena sleeping peacefully at her side of bed, she goes near to her & sleep on her side..

While the same time Haseena round her hand on waist of Karishma, & adjust the blanket on body of Karishma, Karishma smile with whole heart, & Karishma hold Haseena's hand in her, & close her eyes, without say a word..

Next day Karishma reached to MPT, she greet Haseena, who busy with Santu & Cheetah, who they busy with video, while the same time Pushpa ji entered in MPT, & started to distribute the chocolates to everyone, while she gives chocolate to Karishma, & forward the box to Santu, to gives chocolate Haseena & Cheetah, Karishma unwrapped the chocolate cover, & she take a one bite, while Haseena asked- Pushpa ji kis baat ki wajah se aap yeh chocolates de rahi hai..

Pushpa ji says with innocent tone- arye hum kaha yeh chocolates de rahi hai, woh Karishma madam ko aaye the, toh socha aap sab ko de dete hai..

Karishma stop eating hear after the Pushpa ji words, & Haseena asked with stern tone- Pushpa ji kya uss par Karu likha tha..

Pushpa ji says with surprise tone- ji madamsir, aapko kaise pata..

Karishma quickly spit out chocolate from the mouth & says with irks tone- jehar khila diya Pushpa ji aapne toh subhe, subhe humein..

Pushpa ji, Santu & Cheetah asked with confusion- kya!

Karishma look them & goes to open her mouth but her eyes catch Haseena, who fumes in anger, Karishma says with irks tone- amma tum Cheetah humare saath chalo, aur Pushpa ji dikhana jara woh aaya kaha se hai, & she left the MPT with irks face..

Haseena busy in looking video, while Santu enters in to her cabin- madamsir, yeh kuch clips mujhe na gadbad wali lag rahi hai..

Haseena says with stern face- laao dikhao humein, & Santu handover laptop to Haseena, she started to check the video..

"ji Karishma singh ke liye yeh parcel aaya hai' a sound grab the attention of MPT members..

Santu & Haseena exchange the look with eachother & Haseena says- jaayiye dekhiye..

Santu received the parcel & Haseena look small greeting stick on, Haseena pulled the small greeting, she open it & read- pyari Karu, dil mei sukoon, aankhon mei aram sa hai, tumhara ishq banaras ki shaam sa hai, & Haseena close her eyes in anger..

Santu asked with innocent tone- madamsir box kholu..

Haseena says with anger- phek dijiye usse kachre ke dibbe mei..

"madamsir, madamsir, madamsir" Pushpa ji runs into the cabin of Haseena in hurry, & she goes out from the other door, Haseena & Santu gives confused look to Pushpa ji, & again Puhspa ji runs in the cabin of Haseena in hurry..

Same time Haseena stop Pushpa ji- Pushpa ji aap ek darwaaje se aa rahi hai, dusre se bahar jaa rahi hai, aur kuch nahi, rukiye yahi par aur boliye kya baat hai..

Pushpa ji give little innocent look & says- woh cheetah ka phone aaya tha, Karishma madam ne uss jagah jaakar, bada hungma macha diya hai..

Haseena asked with little clam tone- kis jagah jaakar Karishma singh ne hungma macha diya hai..

Pushpa ji says with upset tone- woh gift shop par jaa kar, 'gift kar diya hai' gift shop par jaa kar..

Haseena asked with confusion- waha par jaakar kis baat ka hungma karne gayi hai..

Pushpa ji says with upset tone- wahi se toh gift aa rahe hai madamsir Karishma madam ko..

Haseena rise up her eyebrow, & she says- Santosh sharma gadi nikaliye, warna aaj woh aag laga degi uss gift shop ko..

"amma agar phir se humein tumhari gift shop se koi bhi, hum baata rahe koi bhi gift aaya toh baata rahe hai, poori ki poori gift ko hawai jahaj banke uda dege, tumhare saath, samjhe" Karishma says with anger, to the manger of gift shop, she hold him by his collar..

"Karishma singh"

Karishma lose her grip on collar, & look Haseena there, she greet her, & Haseena asked- kya chal raha hai..

Karishma says with irks tone- kal raat se innke hi gift shop se humein ajeeb, ajeeb gift aa rahe hai, aur ab yeh bol rahe hai, ke innke paas bas chit aur paise aa rahe hai, aur saath mei humare ghar ka address aur thana ka address aa raha hai, aur innka kaam hai bas humein bhejna, toh bas innhe hum samjha rahe hai, ke humein aage se aise gift yaa jo kuch bhi aayega woh naa bheje..

Haseena sigh & says to manger- humein jara woh saari chithiyan mil sakti hai, jise aapko yeh sab karne ke liye kaha gaya hai..

Manger quickly handover chits to Haseena & Haseena says to Santu- innhe lekar thana jaayiye, aur Cheetah tum humare saath chalo, aur Karishma singh aap bhi..

Karishma shook her head & they left the place..

They coming out from the shop, & Haseena says to Cheetah- gadi ke saath Sudha ji ke haveli chaliye, hum aate hai Karishma singh ke saath..

Cheetah left the place, while Karishma asked- humein Sudha ji ke ghar kiu jaana hai, kuch pata chala hai kya..

Haseena says with stern tone- ji aur jo pata chala hai, issye aapko toh shock lagega aur saath mei unnke ghar walon ko bhi..

Karishma asked with doubtful tone- aisa kuch mila hai kya video mei..

Haseena shook her head & says- ji, aur issi liye hum waha par jaa rahe hai..

Karishma- uss sab ke piche kon hai..

Haseena- wahi toh pata karna hai, lekin jo koi hai, woh science ko badi khubsurti se jaanta hai, jis dhuhe ki wajah se hum doono aapna hosh khoo gaye the, woh dhuha ek aise chemical se bana hua tha, jise sirf humein nind aa sake aur kuch nahi, aur rahi baat woh awazon ki toh wahi awazein hum band karne jaa rahe hai, bas waha par jaa kar humein humare camera ke baare mei kuch nahi baatna hai, kiu ki aaj raat toh pakka pata chalkar hi rahega..

Karishma rise up her eyebrows with smile- isska matlab hai, abhi hum jaa kar woh awazein kidhar se aa rahi hai, woh baata diya toh woh insan wahi sab kuch karnga, aur humein pata lag sakta hai, ke woh kon hai..

Haseena smile & says- kya baat hai Karishma singh, aap toh bina hum kuch bole samjh gayi..

Karishma smile & says- chaliye baithiye, & they way towards the haveli..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now