KPKT 37

1.9K 187 15
                                    

Next morning, Haseena coming out from the room, & she look Karishma on dining table with food, & one mug near her, & Karishma look her with smile & says- aayiye aapke liye coffee bannayi hai..

Haseena seated on chair, & says- thik hai, lekin aap abhi khaana khaa rahi hai..

Karishma while chewing food & says- bahot bhook lagi thi, toh fridge mei khaana mila..

Haseena asked with little panic tone- garam kiya tha..

Karishma shook her head in yes, & says- aap coffee dekhiye kaisi bani hai..

Haseena sip once & says- coco aur unnki coffee ekdum perfect..

Karishma smile only, & Haseena asked- khali pet nind aayi acche se..

Karishma smile & says- aapko gusse ki wajah se aayi thi, aur mujhe thakne ki wajase aayi thi..

Haseena- hmm, aaj toh jaldi aa sakti hai aap..

Karishma says with sad tone- pata nahi, kuch keh nahi sakte, kiu puch rahi hai aap..

Haseena sip the coffee & says- hum kuch kaam se bahar jaa rahe hai..

Karishma- thik hai, hum koshish karte hai, jaldi aane ki, lekin kitne dinno ke liye aap bahar jaa rahi hai..

Haseena says with little thought- 3 din..

Karishma repeat it with the shock- 3 din..

Haseena- ji..

Karishma asked with little love tone- jaldi nahi aa sakti hai kya aap..

Haseena scratch her eyebrow & says- nahi, kaam 3 din ke aandar hi poora karna hai..

Karishma says with sad layer- thik hai, lekin khud ka khayal rakhiye, warna khaana bhi bhul jaati hai aap..

Haseena look to Karishma with love & says- usske liye aap hai, aap humein message karngi, samjhi aap..

Karishma look to Haseena with mouth full food & says- yeh acchi baat hai, kaam ke liye aap jaa rahi hai, aur humein aapka khayal rakhne bol rahi hai..

Haseena- kiu nahi rakh sakte, jankipuram thana, humare thana se sirf adha ghanta ki duri par hai, aur aapko pata bhi hai, humara khayal rakhne ke liye sab hai waha par phir bhi yeh puch rahi thi, khaana khaaya ya nahi..

Karishma says with blush smile- iss liye pucha kiu ki aapko aadat hai, kaam karte rehen ki, phir duniya idhar ki udhar hi kiu na ho..

Haseena smile & says- iss liye humein aap acchi lagti hai..

Karishma- hmm..

Haseena- coco..

Karishma look to Haseena & says- hmm..

Haseena asked with the serious tone- aap aapna khayal toh rakhogi na..

Karishma shook her head in yes with smile & says- aap fikar mat karo..

Haseena- thik hai..

Karishma- aur kuch..

Haseena says with stern tone- haan..

Karishma look to Haseena with serious face- kya..

Haseena says with pouted tone- hum yaha par rahenge nahi toh aap uss Rajvir se jaada baat nahi karngi..

Karishma irrupt in between & says- pehli baat toh hum waha par nahi hai, 1 mahine ke liye jankipuram mei hai, aur baat number 2, kya takleef hai usse aapko..

Haseena- aap humari karibi dost hai, aur aap usse thodi si dooriyan banaye rakhegi, bas aur kuch nahi..

Karishma- arye lekin..

Haseena cut her mid & says- bas aap kariye jo hum keh rahe hai..

Karishma shook her head in yes, & Haseena says- muh se boliye..

Karishma says with closing eyes- ji, thik hai..

Haseena give winning smile to Karishma & says- ab jaaye, humara ho gaya hai..

Karishma getting up with empty plate & says- jaha kahi par bhi aap jaa rahi hai, waha par network toh hoga, thik se..

Haseena think for a while & says- pata nahi..

Karishma- thik hai, lekin aapka sim accha network toh deta hai naa..

Haseena thik for a moment & says- pata nahi, aaj tak toh acche se network mila hai..

Karishma coming out from the kitchen & asked- yeh puchna nahi chahiye lekin puch rahe hai, aap kis kaam se jaa rahi hai, & stood beside Haseena's chair..

Haseena think for a while & says- nahi, woh nahi baata sakti..

Karishma- accha, matlab humein aap badi lambi si list de rahi hai, aur aap humein yeh nahi baata sakti ke aap kaha par jaa rahi hai..

Haseena- hum official kaam ke liye jaa rahe hai..

Karishma- official kaam! Bahot badiya, & she walks toward the washroom..

Haseena- coco yaar..

Karishma- nahi, nahi, hum iss baat se naraz hai, & she enters into washroom..

Karishma coming out from the washroom in her uniform & she look Haseena who giving poor look to her, & she didn't look her & entered into the room with showing some attitude to her, Haseena amazed by the Karishma's behaviour, & she also goes into washroom for get ready..

Haseena wait for Karishma's message till the lunch time, & she own send the message, & start to wait for her reply..

At Jankipuram thana, Karishma is busy with the files & there other team members, who busy with the files, to arrange the things with proper way, & her cell is on a silent..

Haseena didn't got any reply from Karishma & she keep her cell side & try to busy herself with the work..

Pushpa ji enters into cabin & look Haseena, & asked- madamsir..

Haseena look to Pushpa ji & asked- ji Pushpa ji..

Pushpa ji- khaana khaane bulane aaye hai aapko..

Haseena says with little pleading tone- bas 5 minute dijiye..

Pushpa ji asked with little upset face- aap thik toh hai..

Haseena shook her head no & says- mat puchiye..

Pushpa ji asked with little concern tone- kiu, kya hua aisa..

Haseena narrates everything to Pushpa ji & says- iss wajah se thode pareshan hai..

Pushpa ji smile & says- koi pareshaan hone ki baat nahi hai, jarur phone silent par hoga, aur kuch na kuch kaam mei hogi..

Haseena says with little panic tone- thik hai, yeh hum maan lete hai, ki aapne jo kaha wahi hoga, lekin woh naraz huyi hai, humse..

Pushpa ji quickly laughs & says- woh naraz nahi reh sakti bas kaam mei hogi..

Haseena smile & says- thik hai..

Pushpa ji turns to go & something clicks into her mind & asked- madamsir ek baat puche..

Haseena shook her head in yes & Pushpa ji asked- aap jis tarah se ab humein jo kuch baata rahi thi na, toh humein kuch waqt ke liye laga ke aap Karishma se pyar karne lagi hai..

Haseena says with casual tone- pyar toh karte hai hum unnse..

Pushpa ji shook her head & says- nahi, nahi, yeh dost wala pyar nahi, saathi wala pyar..

Haseena shook her head in no & says- Pushpa ji aisa kuch nahi hai..

Pushpa ji- hum bas aise hi bol rahe hai, lekin aisa kuch hoga toh bhi chalega, Karishma jaisi ladki ko aapke jaisa hi koi milna chahiye..

Haseena only smile & Pushpa ji goes out from the cabin, while Haseena's mind recalling Pushpa ji words about her & Karishma relationship thought, she lightly smile & gets busy with her work..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now