KPKT 6

2.4K 206 6
                                    

Kabhi-Kabhi Samjhana bada asaan hota hai,

Par samjanaa bada hi mushkil hota hai..

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------

They get ready with in their formal wear, & Haseena waited them at near the Pushpa ji's desk, & she look Karishma, while handover their fake I'd to them & says- aaj se aap sab ek naya siraye waha par rahenge, lekin aap mei se koi bhi aisi harkat nahi karega, jise kisi ko bhi pata chale asal mei aap sab hai kon aur Karishma singh..

Karishma look to Haseena & says- ji madamsir..

Haseena- kuch bhi ho jaaye humein aapke bhokal ke baare mei koi bhi, koi bhi choti si bhi complaint yaa khabar bhi aayi toh, humein aapko suspend karna hoga..

Karishma says with little irks tone- nahi, nahi, humein sach mei ek baat janan hai, aapko kisne baatai humari itni buri tasveer, jise aap aate hi humein rok-tok karna shuru kar diye hai, ek baar humra kaam karne ka tarika toh azama ke dekhiye, aur dekhiye kaise hum yeh case kuch hi ghanton mei solve hota hai..

Haseena rise up her eyebrows & says- humein nahi lagat yaha par aapka bhokal kaam aayega, aur hum nahi chahate aap aapki tarike se kaam kare, aur rahi baat humein kisne baataya, toh poora lucknow sheher janta hai, SI Karishma singh ke baare mei..

Karishma smile & says- iss liye bol rahe hai, ek baar humare..

Haseena cut her mid & says- aap sab jaa sakte hai, aur yeh case humare hi tarike se solve hoga..

Karishma not says a word, & they take a leave..

They coming out from the MPT, & Karishma hit her punch on the bike seat, everyone scared by her reaction, & Karishma says- aise case solve karne gaye na toh poora saal jaayega..

Pushpa ji- karishma madam kuch toh soch samjhkar hi yeh plan banaya hoga madamsir ne..

Karishma- Pushpa ji aap kariye madamsir ke plan se kaam, hum toh humare marzi ke maalik hai, hum humare tarike se hi kaam karnge, aur jisko humare saath aana hai, aa sakta hai, & she seated on the bike, & give starter to her bike, she look to Pushpa ji, Santu, Cheetah & Rajvir, Rajvir seated back of Karishma's bike & they left the place..

Santu- Pushpa ji jarur kuch na kuch toh hoga hi, Karishma madam ab kuch aur gadbad na karde..

Pushpa ji look to Santu & says- jis tarah se tumhari yeh Karishma madam yaha se gayi hai naa, uss hisab se toh sab gadbad hi hoga..

Cheetah- humein lagta hai madamsir ko iss baare mei baatana chahiye..

Pushpa ji & Santu shake their head in yes & they went into MPT again..

"kya, humare maana karne ke bawajood Karishma singh aise chali gayi" Haseena says with shocking tone..

Pushpa ji- ji madamsir, ab kya..

Haseena says with upset tone- ab kya Pushpa ji, jo hum chahte the, usske sidhe viparit hoga, aur who jo koi bhi insan hai, woh stark ho jaayega..

Santu- madamsir kya mai Karishma madam ko call karne ki koshish karu..

Haseena- aur aapke call karne se woh ruk jaayangi..

Santu not says a word, & Haseena says- Karishma singh ko jo karna hai karne dete hai, ab hum humari taraf se yeh case solve karne ki koshish karnge, Santu aur Cheetah aap doono yaha se sidha university jaaynge, aur aise student ke saath ghul mil jaaynge, jo ke bade ghar se aate, thik hai..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now