KPKT 113

1.1K 146 8
                                    

Haseena reached on the address, she look around & she found out the lock on door, in her mind- ab isski chabi hum kaha se laaye, tch!

Karishma reached to her house, Yashomati & Utam singh look Karishma there, after long 5 month, she walks to them, & take a blessing from them first, & Utam asked her with teasing tone- mil gaya time maa baap se milne ka..

Karishma look to him & says- papa ab aap mat shuru hona, amma kya kum thi, jo ab aap humein aise bol rahe ho..

Utam- kya hua, itni ukhdi, ukhdi baatein kiu kar rahi ho, sab thik toh hai..

Karishma says with dull tone- kuch thik nahi hai, kal se madamsir ne thana join kiya hai, aur humari chuthi kara di, aate hi, 3 din ki chuthi de di hai, toh aa gaye yaha par, socha ek din aap doono ke saath beeta de..

Yashomati asked with love- Haseena thik toh hai..

Karishma shook her head in yes, while she says with sad tone- woh thik hai, lekin kuch unnhe yaad nahi hai, aur hum se woh ek thana ki SHO ke roop mei baat karti hai toh humein accha nahi lagta hai, iss liye thoda mood kharab rehta hai humara, aur amma, unnke saath ajnabee jaise vayvhar karna humein na bada mushkil sa lagta hai..

Yashomati caressing her hand on Karishma's cheek & says- toh mat karo na..

Karishma look to Yashomati, & take her hand in her, & kissed on her palm & says- nahi karna chahte hai, bas unnki yeh nayi shurwat hai, aur hum bas yahi chahte ke woh sab kuch acche se kare, kiu ki hum doono ka rishta tab kisi tisre ki wajah se juda tha, aur aaj hum doono ke beech koi nahi hai, aur unnke liye sab kuch naya hai, aur hum nahi baata sakte hai na, ke hum doono ek dusre ke pyar karte the, ek humsafar ke roop mei ek dusre ka swikar kiya tha, aur yeh sab jitna asan dikhta hai, utna asan hai nahi amma..

Utam getting up from the chair, gives side hugged to Karishma & says- sab thik ho jaayega, tu shaant ho jaa aur humein baata teri hum kya madat kare inn sab mei..

Karishma says with sad tone, while look up to Utam & says- aap bas uss gunhgar ko dhundo, jisne yeh sab madamsir ke saath kiya hai..

Utam- usske piche insan chode hai, aur jisne bhi kiya hai, ussne koi bhi aisa chota sa bhi saboot nahi choda hai, jise pata chal sake ke kon hai usske piche..

Karishma says with disappointed tone- wahi ka wahi sab thehra hai..

Yashomati try to cheer Karishma- chal uth aur jaa, thoda aram kar, aur baad mei hum tumhe bulate hai..

Karishma shook her head & she walks into house..

Haseena reached to MPT late evening, & she look Cheetah, Rajvir taking nap, & she walks towards her cabin, while her eyesight catch something behind the bars, she walks to the bars, & look a man sleeping into the bars with peacefully, she hit the stick on bar's door, that made Cheetah's & Rajvir's sleep break, they look Haseena near the bar, & man waking up from the sleep & shock to see Haseena there, they getting up from their chair & greet her, she look them with stern face, & asked- yeh kon hai..

Before Cheetah & Rajvir says, he says "I'm Billu the spy madamsir, aur yeh hai mera Billu niwas, aapko toh pata hai na"

Cheetah & Rajvir gives him anger look, & Haseena asked him- kis jurm mei andar ho..

Billu says with proud tone- koi bhi nahi..

Haseena says with stern tone- bahar niklo..

Billu says with poor tone- madamsir nahi..

Haseena says with stern tone- bahar niklo..

Billu says with poor tone- lekin madamsir aapne hi humein rehn ki permission di hai, aur ab naa bol rahi hai.

Haseena in mind- humein kya, kya kiya hai unn 6 mahino mei, samjh hi nahi aaraha hai..

Billu softly asked- madmasir..

Haseena coming out from her thoughts, & says- bahar niklo abhi..

Billu coming out from the bars, & says- madamsir please aisa mat karo, please..

Haseena look back to Cheetah & Rajvir & asked them- issye yaha par rehne dena chahiye..

Rajvir quickly says- kuch kaam ka nahi hai, phek do issye bahar..

Cheetah quickly says- haan aur nahi toh kya, chor ke naam par boj hai..

Billu gives them anger look, & Haseena turns to him, & quickly he made his face poor, while he says with pleading tone- madamsir aap jo bolengi wahi mai karunga, lekin mujhe mere billu niwas se dur mat karo, please madamsir..

Haseena think for a while & she forward her hanky to him & says- issye aankho par badho..

Billu says with confusing tone- aapko iss waqt chupan-chupai khelna hai..

Haseena gives him stern look, & he quickly fold the hanky on his eyes, & Haseena wave her hands infront of his eye & says- Cheetah ne kitni ungliya tumhe dikha raha hai..

Cheetah look his hand, & made his gesture, when he did that, & Billu says- char..

Haseena understand that he can't see, & he tied the hanky properly on his eyes, & ties his hand with rope, & says- ab chup chap humare saath chalo, & Billu follows her..

In mid way, Billu asked with upset tone- madamsir aap mujhe kaha par lekar jaa rahi hai, kahi aap mera encounter toh nahi karwana chahti hai..

Haseena says with stern tone- tumhe Billu niwas wapas chahiye ya nahi..

Billu says with poor tone- haan madamsir..

Haseena smirk & says- toh bas hum jo bol rahe hai, woh karo..

Billu says with unwilling tone- ji madamsir..

Haseena reached on the place, & asked to Billu- bina dekhe tala khol sakte ho..

Billu says with blind fold eyes, but with proud tone- khaandani chor hun madamsir, bina dekhe tala khol sakta hun..

Haseena- chalo toh phir khole ke baata do, & she pulled him with her..

Billu asked a pin from Haseena, she gives him pin & he start to do his work, he unlock the lock, he asked- madamsir ab aankhen kholu..

Haseena says with stern tone- nahi, thodi der baad, & again she take him with her, & she left him in mid of road, & order him to get back to MPT..

Haseena reached to the house, & entered in, she lock the door behind her, & on the lights..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now