KPKT 129

1.3K 155 10
                                    

Karishma almost become a stone, she not in the presence, her all body were shaking, her mind goes out from her body, Haseena waited for her answer with patience..

Haseena waited for Karishma's answer, she asked her with soft tone- kuch toh react kariye..

A happy tear rolled down from Karishma's eye, she quickly pulled Haseena into her arms, she tight her grips of her hands, Haseena hugged her back with smile, they stay into eachothers arms, while Haseena says- kuch toh boliye, hum intzaar kar rahe hai aapke jawab ka..

Karishma wipe her nose while wiping her tears, & says- thodi der ruk nahi sakti hai aap, ek Khushi kya kum thi jo aaj aur Khushi deni thi, aaj ke din hi aapne socha hai, humein khushi se marne ka..

Haseena pulled out her from the hugged & says- marne ki baat kar rahi hai, toh hum yeh ring ke baare mei nahi puchna chahte hai, aur hum aapne saare shabdh wapas lenge..

Karishma quickly cut her mid & says- nahi, nahi, bilkul bhi nahi, humein iss waqt ka bahot hi besabrisi se intzaar tha, aur..

Haseena cut her mid & says- yeh anguthi intzaar kar rahi hai, aur agar aur intzaar karna padega na toh sach mei rona aayega..

Karishma forward her hand, in way asking for the ring, Haseena put the ring on Karishma's palm, & she forward her fingers to her & Karishma says- toh aapne humein baataya tha, ke konsi ungli mei hum yeh ring aapko pehnan chahte hai, aur tab humein kaha tha, ke aap humari duniye hai, aur uss waqt ke liye humein woh saari ungliyon ki baatein aapke liye sahi lag rahi thi, lekin humein abhi ke liye aane wali aage ki zindagi ke liye, dil ke taraf jaane wali nas ki jo ke ungli hai, usse ring finger bolte waha par iss ring ki sahi jagah lag rahi hai, kiu ki humein aapke dil ke paas rehna hai, aur kuch nahi, aap humari duniya hai, aur humesha rahngi, thoda sa upar niche hoga lekin aap humari duniye humesha rahngi, & she slip the ring into Haseena's ring finger, Haseena gives a side hugged, while Karishma holds Haseena's hand in her, with the smile..

Haseena- I love you & you means a lot to me..

Karishma gives a tearfully smile & says- I love you too..

Haseena says with brim eyes- aap roona band karo, kiu roona hai aapko..

Karishma says while wipe her tears- woh Khushi hi itni jaada huyi hai, ke nahi rok paa rahe hai, hum humare aasu, & Haseena wipe Karishma's tears with love..

Karishma says with heavy heart- ab bas humein aur kuch naya drama nahi chahiye hum doono ke iss pyar bhare iss rishte mei, bahot sehe liya aur bahot lambye time ke liye sab kuch chala hai, aur bas sukoon chahiye aur aap chahiye humein, hum doono ke beech mei humein ab koi galatfaimi nahi chahiye..

Haseena says with assuring tone- aur kuch galatifaimi nahi hogi, aur naa hum doono iss rishte se dur hoge, & she kissed on side head of Karishma, & Karishma gives a bone crushed hugged to Haseena, & Haseena too respond in same way..

Under one duvet, Karishma round her one hand near around Haseena's neck & other hand round on Haseena's stomach, she carefully holds Haseena near to her, Haseena's back touched on Karishma's chest, she feel comfortness in Karishma's arms, she feel safe holds on her, they both staring outside of balcony, Haseena look Karishma once, who's face clearly shows a reliefness, she runs her finger on Karishma's cheek, to grab her attention, Karishma look to Haseena asked- kya hua..

Haseena shook her head & says- kuch nahi, lekin aap kiu itni shaant huyi hai..

Karishma smash her lips on Haseena's earlobe & says- kiu ki humein poore 5 mahino baad itni shaanti mili hai..

Haseena kissed on Karishma's jawline & asked- kuch puche..

Karishma shook her head in yes, & Haseena entwined her fingers with Karishma's hand, which is on her stomach, & says- aap ko kabhi gussa nahi aaya, jab hum aapko pehchan nahi paaye aur, uss waqt Anubhav ko humara humsafar maan rahe the..

Karishma says with soft tone- bahot jaada gussa aaya, aur khud ko samjh bhi aa raha tha, lekin jab insan pyar mei hota hai na, tab woh pagal hota hai, aur woh pagalpan mei kuch bhi kar deta hai..

Haseena quickly asked her with serious tone- aapne kya kiya tha..

Karishma close her eyes & says- kuch dinno ke liye khaana choda tha, aur usse mei Pushpa amma ki badi daant khaayi thi..

Haseena says with little irks face- tch! Aisa koi karta hai, kya..

Karishma says with playful tone- sirf khaana choda tha, sochiye, uss gusse mei aur kuch ulta-sidha nahi kiya..

Haseena kissed on Karishma's cheek & says- ab toh kahi jaana bhi nahi hai, aapko chodke, haan agar galati se jhagda hua toh, khaana jaada khaa lenge, gusse mei lekin dur nahi jaayege..

Karishma smile & says- pakka..

Haseena smiles & says- poori tarah se..

Again they started feel eachother presence, while again Haseena asked- uss din woh dark chocolates aapne humein bheje the na..

Karishma smile with gesture yes, & Haseena playfully hit on her hand & says- matlab aapne humse uss din jhooth bola..

Karishma tight her grips on Haseena & says with smash her lips on her cheeks- jab pata chala ke humein ek baar aisa kiya tha, toh aag ka babula kon hua tha..

Haseena says with innocent tone- lekin aapne jhooth bola yeh badi baat hai..

Karishma defence herself & says- haan, toh sach bolte toh aap dusre hi pal usse khaane ki jagah pehkh deti..

Haseena says with naughty grin while again hitting on Karishma's hand- fijul ka kharch bhi bola aapne..

Karishma defence herself again & says- haan toh aap uss waqt humse gusse mei baat kar rahi thi usska kya..

Haseena- ammi bhi inn sab mei shamil thi..

Karishma says with soft tone- ammi shamil huyi, jab unnhone aapki gusse bhari awaj sunni..

Haseena smile & says- shukriya..

Karishma look to her with confusion & asked- ab yeh kis liye..

Haseena says with soft but loving tone- hum sab bhul gaye the, lekin aapne humse aur humare pyar se umeed lagye rakhi..

Karishma quickly says- kiu ki humara aap pehla aur akhri pyar hai, aur usse umeed na ho toh kuch aur ho hi nahi sakta..

Haseena up her head & she kissed on Karishma's chin & says- once again Happy birthday coco..

Karishma says with little confusion- phir se..

Haseena says with soft tone- ghadi mei thodi der mei 12 bajne wale hai, aur hum aapke saath hai, aur naya din shuru hone jaa raha hai, aur hum doono naye din mei, nayi zindagi shuru kar rahe hai, kuch purane palon ke saath, jo ke aap humein baatane wali hai, ek kahani ke taur par, jo ke humein humari diary mei likhe hai..

Karishma blink her eyes in way of ok, & Haseena asked- kuch toh boliye coco..

Karishma says with smile- corny I love you..

Haseena smile & says- sidha bol dijye aapke paas koi shabdh nahi hai..

Karishma smile & says with proud tone- arye pyar phir se humein mila hai, aur hum iss waqt sab se jaada khush hai, Khushi mei pagal ho gaye hai, aur sab se badi baat aap humare karib hai aur aap chahti hai ke hum kuch bole..

Haseena agree with her & says- hmm, yeh bhi sahi hai, & Karishma tight her grips on Haseena & again they both started to staring outside of the balcony with smile..


Note: pic is not made by me..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now