KPKT 153

1.2K 151 6
                                    

Karishma reached to MPT, she entered in & look Santu, Cheetah busy with the work, she look through her corner of eye into Haseena's cabin, she found Haseena not in her cabin & sametime Cheetah & santu greet her, she greet them back, & asked- Pushpa ji kaha par hai..

Santu says with little sad layer- Pushpa ji aur madamsir round ke liye gayi hai..

Karishma shook her head little & she seated on her place, & she look the empty cabin of Haseena & she started to remind her words, which she used to Pushpa ji in her anger, & she says with herself- itna sab kuch Pushpa amma ko nahi bolna chahiye tha..

"kiu nahi bolna chahiye tha" Karishma look her reflection, who stood near to the pillar, & she look with the anger..

"kya, aisa kya ghure jaa rahi hai, sach hi toh bol rahe hai, jis insan ne tujhe uss waqt sahara diya, jis waqt tere ghar wale bhi nahi the, aur aaj tumne ussi insan ko hi itna sunna diya, jo tujhse aapne bacche se bhi jaada pyar karti hai, kitni baar amma tujhe bolti aayi hai, ke gussa karna thik baat nahi hoti hai, lekin nahi tumhe toh aapna gussa pyara hai aur usse itna jaada pyar hai ke, naa samne wale ka pyar dikhta hai, aur naa samne wale ki fikar, arye jis insan ne tumhe uss hadase se bahar nikal, tu toh uss insan ki kadar bhi nahi karti hai, bas aapne boriya-bistra uthaya aur nikal padi, naa uss insan ko ek mauka diya yeh baatane ka ke ussne aisa kiu kiya, bas sab khtam kiya aur nikal li, tujhe na ussi hadase mei rehne dena chahiye tha" Karishma's reflection saying these to her..

While Karishma grits her teeth with anger & she hold the paperweight in her fist & she goes to throw towards the pillar but the reflection of her gonna, she close her eyes with the upset mind..

Haseena's cell rings with the name of Yashomati, Pushpa ji look her once, & Haseena says- gadi jaara side mei khadi kariye, & Pushpa ji stop the car side & Haseena pick the call..

Haseena- ji amma..

Yashomati- tum thik toh ho beta..

Haseena says with concern tone- amma yeh sawal humein aapse puchna hai, kya aap thik hai..

Yashomati- hum thik hai beta aur tum humari fikar mat karo, aur waise bhi sona ke papa ne khud kaha hai, ke woh galat the, aur unnhe unnke galati ka ehesaas hua hai, aur humein abhi ke liye itna hi bol sakte hai, ke jo kuch bhi hua hai woh ek taraf se sahi hua hai..

Haseena cut her mid & says- amma aap yeh baat keh rahi hai, uncle ko humein waada kiya tha ke unnke aur Karishma ke rishte ko hum koi bhi aach nahi aane denge, lekin akhari waqt mei yeh sab kuch ho gaya ke, kuch samjhne se pehle hi Karishma ne woh sab kuch..

Yashomati quickly cut Haseena in mid & asked- jad buddhi thik toh hai..

Haseena not says a word, & Yashomati asked- kya hua, kuch kar diya kya jad buddhi ne..

Haseena close her eyes & says- hum dekh lenge, hum doono ke beech ki baat hai, aap fikar na kare, hum sambhal lenge unnhe, thodi gussa hai, lekin koi baat nahi, aur waise bhi unnka gussa jayaz hai, toh gussa pehle shaant hone dete hai, baad mei baat karnge unnse..

Yashomati says with little soft tone- itni samjhdaar agar Karishma hoti toh tumhe itna jhooth nahi bolna padta..

Haseena asked with little hesitating tone- kya bol rahi hai aap..

Yashomati says with sad tone- uss jad budhhi ne khud ka saman yaha par bhej diya hai, aur usse pata chal raha hai, ke ussne kitna gussa aapne dimag mei pala hai, woh jad buddhi ki jad buddhi hi rehegi..

Haseena says with pleading tone- amma pehle toh aap unnhe yeh sab bolna band kariye, aur agar hum unnki jagah par hote toh shayad hum bhi aise hi react karte, aur waise bhi unnhone humein ek aisi halat mei dekha hai, ke unnke liye woh baat bahot hi jaada badi hai, aur kahi na kahi woh galat nahi hai, aur unnka dard aap yaa hum nahi samjh sakte aur aapne dekha hoga unnhe, jab hum coma mei the..

Yashomati- hmm, hum samjh rahe hai, lekin Haseena beta kuch bhi ho woh galat hai, tum kitni bhi usski tarafdaari hi kiu na karo..

Haseena says with love- amma aap please shaant huye, aur Karishma waha par aayegi toh unnhe kuch mat kahiye, ek toh aapka dimag garam hai aur unnka bhi, toh kuch waqt ke liye hi sahi aap shaant rahiye, kuch hi dinno ki baat hai, aur humein pata hai, unnka gussa shaant hone ke baad phir se humare saath thik se baat bhi karngi aur humare saath rehne bhi aayengi aur saath mei humein samjhegi bhi, toh aap kuch bhi mat boliye..

Yashomati says with irks tone- tum na jaada uss ko aapne sar par mat chadhao warna woh na tumhare sar par chadhakar naach karegi..

Haseena goes open her mouth but Yashomati quickly says- abhi bhi kya kar rahi hai, sar par chadhkar nach hi toh rahi hai..

Haseena smile & says- amma aisi koi baat nahi hai..

Yashomati quickly asked with concern tone- accha yeh sab chod aur humein baata tum kaha par rehne wali ho..

Haseena- hum apartment mei hi rehenge aur humein itna pata hai, unnka gussa shaant hone ke baad woh wahi par aa jaayengi aur phir se sab kuch thik ho jaayega, aap humari fikar mat kariye..

Yashomati- thik hai..

Haseena smile & says- chaliye, abhi hum rakhte hai phone, aur aapse baad mei baat karte hai, & they cut the call..

While Pushpa ji again started the car, & asked- Karishma ji unnke ghar par pouch gayi hai kya..

Haseena shook her head & says- ji, unnke bags waha par pouch gaye hai, aur ussi wajah se amma ka call aaya tha, toh baat ab unnke ghar tak pouch gayi hai, ke woh humse naraz ho kar ghar chodkar, aur jhagda karke, yaha se chali gayi hai..

Pushpa ji asked with doubtfully tone- kya yeh baat aapki ammi ko bhi pata chali hai..

Haseena twisting her lips in way of negative grin, while in her mind- bas ek baar coco ka gussa shaant ho jaaye toh hum unnhe baat paayegneg, ke humein woh sab baatein yaad aa gayi hai, jise hum kuch waqt ke liye bhul gaye the, lekin usse bhi badi baat, kya gussa shaant hone ke baad woh hum par yakeen karengi, kya woh humari baat ka vishwas kar paayngi, yaa phir humare rishte mei vishwas naa hone ke karan, woh toot jaayega..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now