KPKT 133

1.2K 161 7
                                    

Haseena reached to home, she look Karishma on couch, who watching highlights of match, Karishma look once to door, & gives Haseena ear to ear smile & that made Haseena upset, she not says a word & walks into room for change..

Haseena coming out from the room, she not found out Karishma into live area, she peep her into kitchen, who stood near to the kitchen slab, making coffee for her, Haseena walks to her & gives her back hugged while kissed goes to Karishma on cheek, & Karishma slightly back of her face & says- coffee..

Haseena understand her mood, & she says- baat kariye humse..

Karishma says with casual tone, while turn to Haseena- baat toh kar rahe hai aapse..

Haseena sigh & says- aisi ukhdi, ukhdi..

Karishma chuckle & says- nahi, hum kiu ukhdi, ukhdi baatein karnge, aapke mann mei aisi koi baat hai, jis wajah se aapko aisa lag raha hai..

Haseena stare her for moment & says- humein lag raha hai, iss liye hum bol rahe hai..

Karishma shook her head with the thoughts & says- humein na kahi par toh padha tha, agar aapke mann mei koi baat hai, aur aapko woh baat andar se khaaye jaa rahi hai toh, uss baat ko nahi karna chahiye, lekin aapka dimag na usse karne par majboor kar raha hota hai, tab humein aisa lagne lagta hai, ke aapke aas-paas ke log aapse ukhde, ukhde hai, samjh rahi hai aap humari baat ko..

Haseena says with stern face- accha toh aap humese ab aise baat karegi..

Karishma casual tone continue- aise matlab, jaise aapse hum har roz baat karte hai, waise hi hum aapse baat kar rahe hai, & she take one step, to escape from Haseena..

Haseena grab Karishma's arm & forcefully made her stood again on same place & says- baat kariye humse, aise bhagkar mat jaayiye..

Karishma says with clam tone- hum kiu bhagnge, hum yahi par, cricket match ke highlight dekhne jaa rahe hai..

Haseena says with irks tone- hum doono ki baat se jaada aapko cricket ki highlight ki jaada padi hai..

Karishma says with casual calm tone- haan, kiu ki woh baat ko badhne se baccha raha, aur woh aage aane wali jo badi darrar hai na, usse baccha raha hai, samjh rahi hai aap baat ko..

Haseena says with stern tone- agar aap baat nahi karngi toh badi darrar aa sakti hai..

Karishma says with clam tone- iss liye toh humein nahi baat karni hai uss baare mei, waise bhi zindagi aapki hai, aur aapka aapki zindagi par poora haq hai, ussmei konse faisle lena hai, ya nahi usska poora adhikar aapka hai..

Haseena tight her grip on Karishma's arm & says- humari zindagi par aapka bhi haq hai, samjh rahi hai aap..

Karishma bear the pain of Haseena's grip on her arm, she didn't react on it, & says with clam tone- kehen ke liye shabdh hote hai, aur kuch nahi..

Haseena stare Karishma with anger & says- sach mei aapko aisa lag raha hai..

Karishma not look to Haseena & says- dekhiye, baat ko yahi par band kar dete hai, kiu ki humein nahi aisa kuch karna hai, jise aage jaa kar hum dono..

Haseena says while cut her mid & says- humari taraf dekhiye aur baat kariye, uss baare mei baat nahi karni hai, naa sahi, lekin aankhein chura kar baat mat kariye..

Karishma close her eyes, & says- haath chodiye humara, dard ho raha..

Haseena shook her head & says- thik hai, mat kariye humse baat, rahiye aapko jaise rehna hai waise, aur waise bhi hum yeh jo kuch bhi kar rahe hai, asli mujrim ko dhundne ke liye kar rahe hai, & she leaves the arm of Karishma..

Karishma not look to Haseena, & walks out from the kitchen, Haseena look Karishma till she disappeared, & she almost hit her hand on coffee mug, which is on slab, a hot coffee slightly pure on her hand, she wincing with the pain, & next moment her anger got down, with the thought, that she ruined everything, while she hold her hand under the water..

A hand disturbing reading, which is between book & eyes, Karishma look upto the hand, & says- kya..

Haseena says with pouted tone- jal gaya..

Karishma says with worried tone- kya, lekin kaise, & hold Haseena's hand in her, while she found red skin near to her pinky finger side, she look to Haseena with anger, & hold it her hand carefully..

While Karishma pulled the first aid box from the drawer & says- baata toh aise rahi hai, koi bada tir maarke aayi hai, & she made Haseena seat on chair, & she kneeled down infront of Haseena..

Karishma applying ointment on Haseena's red skin, & says- thoda dekh kar kaam nahi kar sakti hai kya aap..

Haseena says with causal tone- baat toh aisi kar rahi hai, jaise ke humari fikar ho..

Karishma look to Haseena with anger glance & Haseena says- kya, aise dekhiye mat, samjh rahi hai aap..

Karishma says in warning tone- pehli baat yeh humara kamra hai, aur iss kamre ka jo vastu hai na woh bilkul bhi thik nahi hai, dusri baat yaha par jhagde hote hai na, woh bas ek baat par jaakar aise khatam ho jaate hai, ke koi, kuch baat huyi hi nahi hai..

Haseena lightly smile & says- toh acchi baat hai na, issye baat ko aap samjh toh jaayegi, humein aur kya chahiye..

Karishma look Haseena & says with stern tone- ho gaya, ab aap jaa sakti hai..

Haseena says with pleading tone- coco aise baat naa karne se, hum doono ke beech mei duriyan badhne ke chance jaada hai, samjhiye baat ko..

Karishma says with cold tone- toh humein koi farak nahi padta hai, badhne dijiye, uss baare mei humein koi bhi baat nahi karni hai..

Haseena says with sad face- coco please..

Karishma says with stern tone- kaha na, nahi..

Haseena goes to open her mouth but Karishma says with stern tone- bas baat yahi par khatam, & she walks out from the room, while Haseena close her eyes..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrarحيث تعيش القصص. اكتشف الآن