KPKT 19

2K 182 16
                                    

Continuously reminding Haseena Karishma's changing facial expression, she try her best to sleep but couldn't, & she coming out from the room, & peep into room of Karishma, she found Karishma sleeps peacefully, & she enters in the room, & look whole room in one sight, a broken frame she found out on a floor, she pick the frame carefully in her hand, & look it out, that's Karishma's pic with her mom dad, & she keep that it on a table, & goes near the bed of Karishma, & look Karishma closely, she look the cushion, which were Karishma's head, is a wet, & she look Karishma's face, dry tears shading tells her that she cried, she think for a while & she tap on Karishma's leg, Karishma murmuring something in her sleep, but she didn't open her eyes, Haseena again tap on Karishma's leg, & this time Karishma open her one eye & look Haseena stood near her leg, she open her eyes properly & asked- kya hua madamsir, sab thik toh hai, aur aap yaha par kya kar rahi hai..

Haseena look whole room in her one sight & says- coffee chahiye..

Karishma- itni raat ko & she look the time..

Haseena says with poor tone- humein nind nahi aa rahi hai..

Karishma- nind naa aaye, iss liye log chai yaa coffee pite hai..

Haseena- tch! Lekin hum unn logo mei se nahi hai..

Karishma- ajeeb ho aap waise, chaliye haath dijiye, & she forward her hand to Haseena, for support..

Karishma hold Haseena's hand & Karishma getting up from the bed with little pain, Haseena quickly says- maaf kijiye..

Karishma- koi baat nahi..

While walk Haseena asked with little upset mind- aap soone se pehle rooyi thi kya..

Karishma look to Haseena & says with little rude tone- aapse matlab..

Haseena says with clam mind- Karishma..

Karishma not look to Haseena & says- dekhiye aap aapke kaam se matlab rakhiye, jaada humare karib aane ki jarurat nahi hai, & she goes to leave her hand from Haseena's grip but Haseena tight her grip on Karishma's hand, Karishma look to Haseena with anger..

Haseena says- dekhiye aap humein iss gusse wali aankhon se khaa hi kiu naa jaaye, humein koi aitraaz nahi hai, lekin humein jo sawal pucha usska jawab mile bina hum aapko nahi chodne wale..

Karishma says with stern tone- humein nahi baatana hai, kisi ko bhi humare baare mei, phir woh koi bhi kiu naa ho..

Haseena says- shuuu! Sab soo rahe hai, aur aise chilana acchi baat nahi hai, aur sab se badi baat aap kuch bhi karloge na tabhi hum nahi chodne wale hai aapko..

Karishma- lekin kiu..

Haseena- kiu ki humein aap jaisa koi insan nahi mila hai aaj tak, aapko nahi pata lekin, jab se aapse mile hai tab se humein aisa lagta hai, ke aapke baare mei hum aur bahot saari baatein jaane, pata nahi kiu, lekin humein accha lagta hai, aap jaisi sab ko dikhati hai waisi hai nahi, pehle din se aapko dekh rahi hun, aap duniya ke samne Pushpa ji se senior junior ki tarah baat karti hai, aur akele mei unnki beti bann jaati hai, sab ke samne Rajvir aapko yaara bulata hai, lekin duniya ko aisa dikhati hai, aapko kitna gussa aata hai iss baat se, lekin usske piche ki sachai kuch aur hi hai, aur bahot si aisi baatein hai, jo poori duniya ko aapke gusse ke aage nahi dikhta, kiu hai aap aisi..

Karishma says with rude tone- aapko coffee peeni hai, aapko coffee milegi, aur kuch nahi..

Haseena goes to open her mouth & Karishma's cell ring, & Karishma says- bas, & she pulled her hand from Haseena's hand & walks towards her room, by taking help of wall, Haseena close her eyes in disappointed way..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now