KPKT 95

1.5K 141 5
                                    

Moring Haseena getting ready to go for MPT, she look Karishma, who waking up from the sleep since last hour & she didn't even greet her morning, & directly take a book & engrossed into it..

Haseena turn herself to Karishma & says- kya hai aisa uss book mei, humein samjh aa sakta hai, kal se hum aapko dekh rahe hai, aap lagtar uss kitab mei ghum huye jaa rahi hai..

Karishma not even give small glance to Haseena & she answered- yeh kitab itni acchi tarah se likhi gayi hai na ke aap bhi humari tarah khoo jaayngi, agar padhna shuru karngi toh..

Haseena seated on bed edge & says- accha, matlab iss kitab ki wajah se aapke paas humare liye time bhi nahi hai..

Karishma look up from the book, & she give little doubtful look to Haseena & asked- aap ko jalan ho rahi hai..

Haseena says with little cold tone- humein jalan nahi ho rahi hai, bas thoda bura lag raha hai, kal se aap ek pal ke liye bhi humari nahi hai, bas yeh kitab aapki dost bani hai, aur humein lag raha hai, ke hum aap doono ke beech ke dushman bane pade hai..

Karishma keep the book side & says while holding Haseena's hand in her & says- aisi sach mei koi baat nahi hai, bas hum kabhi kuch padhte hai nahi aur aise ghar mei padhe rehne se accha hai, ke kuch toh kare toh bas Rajvir ke paas se kitabe mangwai aur humein yeh kitab sach mei badi acchi lagi toh ho gaya..

Haseena shook her head little & says- hmm, thik hai, aap kitab aaj shaam tak poori kijiye kiu ki aaj shaam ko aapka waqt sirf humara hoga, aur kisi ka nahi..

Karishma asked her with soft tone- aur aisa kiu..

Haseena- umm, bas aapka waqt chahiye aur kuch nahi..

Karishma says with understand way- thik hai, hum karnnge, aaj shaam sirf aapke naam, thik hai..

Haseena shook her head in yes with smile, while she getting up from the bed, before that she gives a kiss on head & says- aaj nurse aayegi, dressing change ke liye, toh pareshan mat kijiye..

Karishma quickly cut her mid & says- aap aane ke baad hi hum nurse ko bulate hai, woh thoda sa darr lag raha hai, toh aap aane ke baad hi hum yeh dressing karwaynge..

Haseena shook her head in yes, & she left the house, after bid bye to Karishma..

While driving the car, in her mind running things about the Karishma & Utam singh..

"madamsir se milna hai" a girl comes into MPT..

Santu- madamsir toh abhi hai nahi, woh thodi der mei aayegi, aapko thodi der rukna hoga..

"ji thik hai" & she goes to seat on chair, but Santu quickly says- madam aap uss bench par baithiye..

Girl look to the chair once & says- kiu yeh toot jaayegi..

Santu little embarrassed by the lady's question & she says- nahi woh, bas, mai yeh kehna chahti thi..

Girl cut Santu in mid & says- nahi, nahi, mujhe acche se pata hai, aapko bhi aisa lagta hai na, meri taraf dekhkar, ke mere iss chair par baithne se chair toot jaayegi..

Santu try to nod in no but her expression says the story in way of yes, & that girl made her face pouted & she seated on floor, & cross her arms, Santu feel bad, & same time Cheetah enters in & looks the lady seated on a floor & he says- arye didi aap aise neeche kiu baithi hai, uthiye waha se aur uss khursi par baithiye, chaliye..

Lady not give any reply to him & she almost ignore him, he little bend & say- oh didi hum kuch bole aapko, yaha se uthiye aur uss khursi par baithiye, jaayiye..

Lady shout on cheetah- dikh nahi raha hai, humara wajan kitna hai, agar mai uss khursi par baith gayi toh woh khursi toot jaayegi..

Cheetah shook his head in no with the shock expression & he start to check his hearing power, & Santu hold his hand & made him stood proper way & says- galati mujhse huyi hai..

Cheetah gives confused look to Santu & he says- humein kuch nahi kiya hai Santu ji, sach baata rahe hai, humare guru ki kasam..

Santu gives him irks look & says- Cheetah hum doono ki shaadi ki date maine fix kar di hai..

Cheetah quickly says- nahi, nahi, hum shaadi nahi kar sakte, hum barmhchari hai..

Santu gives him irks look & sametime Haseena enters into the MPT & she look the lady seated on floor, & sametime Cheetah & Santu greet her, she greet them back with confusion & she directly asked to lady- aap aise neeche kiu baithiye, Santosh sharma yeh kya ho raha hai..

Santu- madamsir woh..

At the sametime lady getting up from the floor & says- madamsir mujhe complain likhwani hai..

Haseena says with confusion- haan, aap likha sakti hai, lekin aise aap neeche kiu baithi thi..

Lady says with little irks tone- yeh aapki iss patli constable ne humein aisa look diya, jaise ke mai khursi par baithungi toh woh khursi toot jaayegi..

Haseena look to Santu, & Santu shook her head in no with gesture that she didn't say anything, & Haseena sigh & says with soft tone- aap please aayiye aur yaha par baithiye, aur baataiye kya baat hai, aur aapko kis ke khilaf complain likhwani hai, aur usse pehle baataiye aapka naam kya hai..

Lady seated on chair, Santu & Cheetah gulping their throat, their all concentration on the chair legs, Haseena looks them & she says with stern tone- aap mei se kon FIR likhega..

Santu & Cheetah lose their concentration, & Santu take the FIR book in her hands, & lady says- madamsir mera naam Jassi hai, aur mujhe mere ghar wale aur mere saare rishtedaaron ke khilaf complain likhwani hai, woh sab mujhe bahot hi jaada buri tarah se treat karte hai..

Haseena asked her question- jaise ke..

Jasssi- jaise ke mujhe bahot baar chidhaya jaata hai, ke kum khaa waran khaana khatam ho jaayega, koi mujhe photo khichwane ke liye bhi side mei khada nahi karta, kiu meri photo agar unnke saath li jaati hai toh unnhe sharmindgi mehsoos hoti hai, log unnhe puchte hai ke unnke side mei bodyguard kon hai, aur saath mei bahot jaada mazak udate hai, jab bhi koi family function hota hai, tab, khaana khaane baith jaate hai, toh koi karan naa hote huye bhi meri plate mei khaana jaada parosa jaata hai, kiu ki hum mote hai aur unnke kehna ka matlab hota hai, ke hum bahot jaada khaate hai..

Cheetah asked with little confused tone- toh aapko dikkat kya hai ussmei..

Jassi getting up from the chair with anger, she almost hit her both hands on desk & says with loud tone- humari dikkat, yeh hai ki sab humein humari wajah se chidhate hai, aur aisi bahot saari chize hai, jo log humein bolte hai, jise mujhe bura lagta hai, akhir mai bhi ek insan hun, aur mere andar bhi ek dil hai, samjh rahe hai, aap..

Cheetah shook his head in yes with the poor face, & Haseena says with little understand way tone- aap please shaath rahiye, aise gussa karne se kuch nahi hoga..

Jassi seat on chair again & says with soft tone- madamsir ab aap hi kuch kar sakti hai, mujhe insaf chahiye, iss body shaming harassment se mujhe bachahiye..

Haseena shook her head & she forward the glass of water to Jassi & says- aap fikar mat kijiye, hum yaha se aapke pariwar walon yaha par bula lenge..

Jassi quickly asked- kab madamsir..

Haseena- aaj shaam ko hum unnhe bula lenge, aur saath mei aapko bhi, toh aap aapke pariwar walon ka phone number aur aapka number chodke jaayiye hum phone karnge tab aap aa jaana..

Jassi shook her head & she left the MPT after giving numbers to Santu..

Haseena in mind- kuch idea hi nahi mil raha hai, kaise hum coco ke ghar par jaa sakte hai..

Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi TakkrarWhere stories live. Discover now