Scene. - Aman got an intern under him

2.9K 116 3
                                    

Ayushi and Veer were having their moment when knocking sound disturbed them and Veer had to ran to washroom to calm himself while Ayushi after dressing herslef and being presentable, went to open the door,  

Ayushi: Aman, kya haua?

Aman: bhabhi ma system crash ho gaya.

Ayushi: hu?

Aman: bhabhi ma, ye dekho...new intern ne morning mei ye job bina test kiya main system mai run kardi aur uske baad ye long running mei chali gai aur toh aur baki sari job ya toh failed state mei ya pending state mei hai. Last one hour se ka koi system kaam nahi kiya, even multi triggering ne security system ko bhi peck par paucha diya hai.

Ayushi: monitoring team kya kar rahi hai?

Aman: bhabhi ma team ko kuch smj nahi aa raha hai, hume system close karne hongye aur issue ko rectify karna hoga.

Ayushi: bhai kaha hai.

Aman: Sammy bhabhi toh..

Ayushi called Sammy when Aman was speaking,

Ayushi: hello

Sammy: System shut down karke new system launch kardiya hai, 2 min wait kar mei maa.

Ayushi: ek ghante se kaha the?

Sammy: teri hone wali bhabhi ke saat tha.

Ayushi: ooo

Sammy: shut up yaar, mom ke saat tha, hum log client meeting mei the aur phir security system ne achanak se conference room ke sare computer devices ko freeze kardiya. Dekh ab system start ho gye hongye.

Ayushi: aman are systems working now?

Aman check this laptop again and this time is started working but with the new interface.

Aman: haan bhabhi ma par ye kuch alag hai.

Sammy: that's new interface Aman, aur mei development team ko purane system ko rectify karne ka bol deta hu.

Ayushi: hmm.

Aman: aur vo intern?

Ayushi: bhai assign that intern under Aman.

Aman: what???

Ayushi: haan, badi fikar hai na ki uss intern ka kya hoga, ab aap he usse train karna Aman.

Aman: nahi bhabhi ma, aysa mat kariya humare saat.

Sammy: I will sent that mail also, aman you will receive mail soon.

Aman: no bhaiya please. Bhabhi ma..

Ayushi: bye bhai.

Ayushi cut the call and went out of the room as Verhsa has called for both daughter-in-laws for something. Aman stood rooted on his spot coping up with the newly forced information, he himself was on internship period as it is his last year of collage but he was in the team directly managed by Ayushi. Him getting an intern also means he is soon going to become an employee of the company but this is also a very big task.

Aman stood still on middle of chamber hall room with laptop on his hands but looking at particularly nothing. Veer came to hall to find his little brother in his own thoughts and his wife nowhere to be found now.

Veer: Aman.

.........

Veer: Aman.

...........

Veer: AMAN !

Aman: hu..hmm..bhai sa.

Veer: kya haua ?

Aman: bhai sa! *he said in crying tone*

Aman kept his laptop on near by table and hugged veer,

Aman: bhai sa, bhabhi ma ne fassa diya hume, hume bacha lo...

Veer: aman haua kya hai, phele ye toh bato.

Aman: bhai sa baacho lo hume, please.

Veer: Aman!. Phele hume bato kya haua hai, aur apki bhabhi ma aapko kabhi muskil mei nahi pdne dengye, ye apko pata hai na.

Aman: haan bhai sa, par bhabhi ma ne humare saar par badi musibat daal di hai.

Veer: kya matlab aman, hume kuch smj nahi aa raha hai.

Aman: bhai sa, aaj ek new intern ne company ke main server par galat code chala diya aur system crash ho gaya tha, par time rahete Sammy bhaiya ne system close kardiya aur new system launch kardiya.

Veer: okay, toh?

Aman: toh ye ki jis intern ne ye kiya tha, bhabhi ma ne uss intern ko ab mujhe training deni hogi.

Veer: toh?

Aman: bhai sat oh ye ki jisne ate he pura system uda diya vo mera kya he karegi.

Veer: aman aap jada sooch rahe hai, kuch nahi hoga.

Aman: bhai sa vo ladki pagal he bilkul.

Veer: ladki? Aap jante hai unhe.?

Aman: haan bhai sa , ye 2nd year junior hai humare college mei.

Veer: 2nd year? Phir vo abhi internship kyo kar rahi hai?

Aman: bhai sa jitna hume pata hai unke father company mei kaam karte hai aur unne he uski job lagvai hai.

Veer: aap jante hai unke father ko?

Aman: arre nahi bhai sa, ye baat college mei sab bol rahe the , tab hume pata chali hai.

Veer: toh aapne ye kisi se confirm kiya?

Aman: nahi, hume kya karna unki job kyse lagi hai, par problem ye hai bhai sa ki college mei kisiko nahi pata ki hum VTS mei kaam karte hai.

Veer: aur vo kyo?

Aman: bhai sa agar ye pata chala ki hum Verma Technical Solutions(VTS) mei kaam karte hai toh himare dost hume unki job lagvane ki liye force karne lagengye. Vo log toh hume Rathore empire mei bhi job dene liye bhot bar force kar chuke hai par hume bol dete hai ki hum rathore's join nahi kar rahe hai.

Veer: Aman humme abhi bhi samj nahi aa raha hai ki problem kya hai.

Kriti: problem ye hai bhai sa ki Aman college heartrob hai aur sari ladkiya inke peeche padhe rahe thi aur ye ladkiyo se dhur bhagte hai bas.

Kriti came to Veer's chamber to call Ayushi when she heard veer and aman talking and kept her point.

Veer: ohh.

Aman: ohh mat karo bhai sa, koi solution bato. Agar uss ladki ko pata chala toh pure college ko pata chal jayega.

Veer: toh chalne do.

Aman: bhai sa!

Veer: Aman ye baat aaj nahi toh kal sabko pata chalhe jane hai, toh abhi pata chal jaye toh accha hai na.

Aman: hum bhabhi ma ko khud he mana lengye...bye.

Stomping his feets aman went out and walked towards his own room, Krit also went away after knowing Ayushi is not there and Veer went to his little boy who might need him as he is going to wake up soon.

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------


Royal RomanceWhere stories live. Discover now