Confession

15.4K 1.1K 214
                                    

After party in the Rajvansh Haveli -

Maharana Singh, Ashok, Sharda and Shalini all were present in the Rajvansh Haveli's main Hall.

"Papaji, mujhe aapse kucch baat karni hai." Sharda said. "Mujhe pata hai Bahu, tumhe kya baat karni hai. Mujhe bhi Devyani bhot acchi lagi. Dono sath me dance karte hue bhi bahot acche lag rahe the. Me kal hi Devyani ke mummy-papa se baat karta hu Rishte ke liye." Maharana Singh said.

"Par Devendra ka kya? Vo maanega yaa nahi shaadi ko lekar?" Ashok asked his father. "Uski chinta aap mat kariye Bhaisahab, Devendra ko me or Bhabhi mana lenge."

"Mujhe pata hai ki Devendra bhot unpredictable insaan hai, apne emotions bahot acche se chupa leta hai vo. Par aaj me uske sath dance kar rahi thi, tab mene notice Kiya ki uski nazre baar baar Devyani ki taraf jaa rahi thi."

"Pakka to mujhe nahi pata ki Devendra ke Mann me kya hai. Lekin ek baat jarur pata hai, ki jese Devyani ne itni jaldi hum sab ke Dil me jagah bana li hai. Vese hi vo Devendra ke Dil me bhi jagah bana legi." Shalini replied to Ashok.

"Thik hai, kal baat aage badhaate hai fir hum log." Maharana Singh said and they all nodded.

*****

Next day in the evening -

Devyani's pov -

"Shaadi"

Ji Haa, mere Beautiful readers, sahi suna aap logo ne. Meri Shaadi fix hone wali hai vo bhi The great king of Rajasthan "Devendra Singh Rajvansh" ke sath. Abhi aap log confuse ho rahe honge ki itna jaldi ye sab kese. Let me tell you in short.

Aaj morning me mere mum-dad and Dadaji, Ashok uncle, Sharda aunty and Shalini aunty aaye the mujhse milne. And unhone mujhe btaya ki vo Mere or Devendra ke rishte ke baare me baat karne aaye hai.

For a second I was shocked because Shaadi is like "Bhot badi Zimmedaari". For Shaadi, you have to prepare both mentally and physically.

I asked my mum-dad, about their opinion. But they both were okay with this arrangement. My father said, "Rajvansh family ke log bahot ache hai, or Devendra bhi bhot acche hai. Agar hum dhundne jaayenge bhi to isse accha rishta hume kabhi milega bhi nahi. Agar ye rishta hota hai to vo to bhot khush honge." And my mum agreed with my father.

Par final Decision Mera hi hoga.

After they all left. I spent 3 to 4 hours thinking about this "ki Mera Dil kya Chaahta hai." Aur bahot saara sochne ke baad me is decision par phochi ki "I want him".

I know unhe samjhna easy nahi hai, par ye jo "Dil hai Mera, Ye un par aa gya hai to me Kya karu."

Constantly, unhi ke thoughts mere mind me hai. Pata nahi kesa ehsaas hai ye, par jo bhi hai bahot accha hai. Aur is ehsaas ko mene apni life me pehli baar feel Kiya hai.

I said "Yes" to my family about this Marriage. My mum-dad and all elders of the Rajvansh family were so happy after hearing my decision. But there was no reply from Devendra's side. He didn't say "No" but he didn't say "Yes" either.

And now I'm going to meet the Devil aka Devendra Singh Rajvansh. Because he wants to talk with me.

I checked myself in the mirror one last time and left my room. I saw Samar Bhaiya coming in my direction, he was busy in checking some papers which were in his hands.

"Samar Bhaiya". I said and he looked at me. "Aapke Bhai abhi kaha milenge, aapko pata hai kya? Unhone kucch baat karne ke liye mujhe bulaya hai," I said.

Loving HIM UnconditionallyOpowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz